Funny

FATHER: How Are Y


FATHER: How Are Your Grades, Son?

SON: Under Water, Dad.

FATHER: Under Water? What Do You Mean?

SON: They"Re Below C Level

by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 739 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

USKA ZIMMEDAAR KAUN

kehtey hain ek ladkii k padhne say saaara ghar taalim e yaafta hojaata Haii

Lekin

Ladki k college jaaney se jo dus ladke fail hojaatey hain...
...
USKA ZIMMEDAAR KAUN.

by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardarji ney bohat bara ghar banwaya

Ek sardarji ney bohat bara ghar banwaya or us mein 3 swimming pool banwaey. Ghar shift hotey hi unhon ney apney doston ki dawat ki or unhein ghar dikhaya.

Doston ney poocha, “Yeh pehla swimming pool kis liey hey?”

Sardarji: Is mein garam pani hey, jab garam pani sey nahaney ko dil kiya to is mien dubki laga li.

Doosrey swimming pool key paas pohanchey to boley, “Is mein thanda pani hey, jab thandey pani sey nahaney ko dil kiya to is mein dubki laga li”

Aagey gyey to teesra swimming pool khali para tha. Doston ney kaha, “sardar ji, is ki kia wajah hey?”

Farmaney lagey, “Kabhi nahi bhee nahaney ko dil kerta”

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Muje awaz de lena

Muje awaz de lena

Kabi icecream lao to

Kabi murghi pkao to

Mujhe awaz de lena

wallet men maal ziada ho

Jo shopping ka irada ho

Muje awaz de lena

Tumhare dress unfit ho

Make up ki extra kit ho

Mujhe awaz de lena

Kabi concert pe jana ho

Kahin hular mchana ho

Zra na tm sharmana

Zra na tm ghabrana

Muje awaz de lena

by Mazhar Khan (few years ago!)
Batao Dosto Bechare Santa Ki Kya Galti?

Santa Park Mein Bench Par Betha Hua Thha Aur Uske Sath Ek Kutta Bhi Thha.

Ek Aadmi Aya Aur Usne Satna Se Puchha

Aadmi: “Bhai Sahab Apka Kutta Kat Ta Hai?”

Santa: “Nahi”

Aadmi Bhi Bench Par Beth Gaya Aur Kutte Ne Uski Taang Pe Kaat Liya.

Aadmi Gusse Mein Santa Ko Gali Dete Hue Bola

Aadmi: “Sale, Tune To Kaha Tha Ki Kutta Nahi Kat Ta”

Santa Masumiyat Se: “Haan Mene Sach Kaha Thha, Par Ye Mera Kutta Nahi Hai“

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar was busy removing a wheel

Sardar was busy removing
a wheel from his auto.
A man asks sardar why are
you removing a wheel from your auto.
sardar : Cant you read the board.
Parking is only for 2 wheeler

by tanveer hussain (few years ago!)
1st Man: shaadi ke baad

1st Man: shaadi ke baad main lakhpati ban gaya.

2nd Man: use kyu itnaa udhaas bol rahe ho?

1st Man: usse pehle mein crorepati tha

by Pak101.com (few years ago!)
Ek professor ko classroom mein larkey bohat tang kertey they

Ek professor ko classroom mein larkey bohat tang kertey they. Un key mukhtalif naam rakhey huey they or kabhi sahee naam sey yaad nahi kertey they

Ek din woh apney professor dost key saath kaheen jaa rahey they to peechey sey kisi ney awaz lagai, “Oey tiddey…!”

Professor sahab ney apney dost ko kaha, “yeh aap ko tidda keh raha hey”

Dost bola, “ji nahi, yeh aap ko keh raha hey”

Professor sahab bohat eitamad sey boley, “Hargiz nahi, yeh aap hi ko keh raha hey, mujhey to yeh chohara kehtey hein”

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shadi me Joota chhupai ke time

Shadi me Joota chhupai ke time dulhe ki 1sali boli-
Mein to 1100 Lungi
2nd sali- Mein to 2100 Lungi
piche se
Santa bola: 2310 Lelo Usme Bluetooth aur FM bhi he

by Mohammad Ali (few years ago!)
Me sick

Santa sent SMS to his BOSS: Me sick, no work.
Boss SMS back: When I am sick I kiss my wife try
it.
Two hours later Santa sms 2 boss: Me ok, ur wife
very sweet.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
miss student

Miss: Aj tum late kyu Aaye?
School 8 baje Shuru hota hai phir dair Q ki?
Bcha: Miss Aap b na bs…
Meri
itni fikar mat kiya karen log shak karte hain..

by haleema sadia (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

perhai 2 terha say ki jati hai

5 rupy ka sawal

Teacher : What comes after 69?

Bhagwan pe gussa kab aata hai?

bahut mote ho gaye ho.

Qarardad-e-Pakistan 1940 me

Aaj subah NEWSPAPER me

Food One-liners

Sardarji Maths Ke Teacher

Teacher: Pakistan k kitne so..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook