1 Pakistani dosre se
1 Pakistani dosre se:
Yaar kehte hain iss baar jung computer se lari jaye gi???
2nd: Haan! mizaile computer se control hotay hain na…
1st: Phir tau hum jang haar jain gay.
2nd: Woh kese???
1st: Yaar agar mizaile chalanay se pahlay hi bijli chali gai tau??? ;)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 768 views
Similar Jokes
Ek Bar Santa Apne Dost Banta Ke Ghar Gaya.
Agle Din Subha Bathroom Mein Nahane Ke Liye Gaya, Aur Aakar Banta Se Bola.
Santa: “Yaar, Tera Bathroom Hai To Bahut Bhadiya, Par Bathtub Bada Chota Hai, Usmein Se Jug Se Pani Nikal Kar Nahana Pada”
Banta: “Arrey Yaar Tu Bhi Na, Lagta Hai Latrine Mein Naha Aaya“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ki Suhagrat Ke Agle Din Subha Santa Ki Biwi Bade Pyar Se Use Boli
Biwi: “Janu, Hamari Shaadi Ko 24 Gante Ho Chuke Hai”
Santa Romantic Mood Mein: “Haan, Aur Dekho Aisa Lagta Hai Jese Kal Ki Hi Baat Ho“
by Pak101.com (few years ago!)
Once Rajnikanth saw a poor beggar on road and
helped him by giving money. The beggar is now
called ‘Bill Gates’ Once Rajnikanth played a
defensive short in Cricket and since then that Ball
is called “Pluto” Once Rajnikant bunked school
whole day. Since then that day is known as
“Sunday” Rajnikanth knows that Bingo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
An interesting statement written above wall-clock in Examination Hall
.
"Time will pass, But will you…….??"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Teacher:zameen wale janwar bache dete hain aur hawa me urny wale anday dete hain wo kon si chez hai jo hawa me b urti hai aur bachay bi deti hai'
sardar:ear hosts
by Sabir shah (few years ago!)
Boy: Agr Moka Mila To Tum Mujhse Shaadi Karo Gi?
Girl: Agr Moka Mil Gaya To Shaadi Karne Ki Kya Zarurat Hai?
O teri kher Bachii HBO Dekhti Hai !!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek pathan English ke paper mai fail ho gaya, kiyu ke us ne translations mai likha:
1. Mai aam aadmi nahi hun.
I am not a mango man.
2. Sarda aur garma fruits hain.
Colda aur hota are fruits.
3. Mujhe bhi English aati hai.
English comes to me also.
4. Do aur do barabar chaar.
Give and give equals to four.
5. Mera ta’aluq Hari Pur Hazara se hai.
I belong to Green Pur Thousanda.
6. Sarak par goliyan chal rahi hain.
Tablets are walking on the road
by HAQ (few years ago!)
Santa ne Banta se kaha,”Sabse bada challenge kya hai?”
Banta replied – Answer sheet ko khaali chod do aur last me likh dena, paas karke dikha.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan: Mai Meenar-e-pakistan ko sar par utha kar Peshawar le ja sakta hon.
.
Hazaron log ekathay ho gaye
.
Pathan: Bas ese utha kar mairy sar par rakho tum !
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Sacha Dost Wo Hota He Jo
Exam Me Aapke Paas Wali Window k Samne Aake Bole..
?
... ?
?
Abe Kitna Likhega Jaldi Chal Teri Wali Jaa Rahi He.
by Pak101.com (few years ago!)