Student
Father: Beta raat ko kis waqt soye tay?
Son: Mai raat ko 2 baje tak parh raha tha
Father: Lekin 11 bajy tu bejli chali gayi thi
Son: Mai parhny mai etna magan tha ke bejli jany ka pata hi nai chala
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 836 views
Similar Jokes
LAALU JI EK MAHINA BUSH SE TRENING LEKAR
VAPAS AAYE.EK DIN PHONE AAYA.LAALU JI BOLE.
"who are u"
BUSH NE KAHA.
ARE SASURA HUM BOL RAHA HOON
by Tanveer Hussain (few years ago!)
In Biology Practical
Examiner: Tell the name of this Bird by only seeing its Legs
Sardar Student: I can't say
Examiner: Ok you are fail. What is your name?
Sardar: See my legs and tell my name
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aagar apni cousin phasaani ho tu....
jab wo kitchen ma jaye tu peechay se ja k usko jhapee daaal lo
agar hans paray tu samjho phas gaye or agar gussa karay tu shor macha do
"baji dar gaye"
"baji dar gaye" :P
by Pak101.com (few years ago!)
Aik doctor apne dost se:
?yar mai soch raha hon k is gaon main
apna clinic khol lon.
Dost:?tumhara khyal to naik hy
magar yahan ka qabristan chota hai..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Radio Or Akhbar Main Kia Farq Hai?
Pathan (Bohat Soch K):
Dekho Madam,
Akhbar Mein Hum Rotiyan La Sakta Hai, Magar Radio Mein Nahi…
by Pak101.com (few years ago!)
Aisi Konsi jagaha Hai?
Jahan Ameer se Ameer insaan B
Katori le k khada rehta Hai?
Pani Puri wale k paas.
by Pak101.com (few years ago!)
aj wo azeem din hai jab aj se
5000 sal
pehly
aik aisi
medcine
ejad hui
thi jis ki
waja
se
aaj
puri
dunya
k pathan
zinda hain
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pappu:miss gandhh g k sar pe baal kiun nai thay?
Miss:ye akalmand logon ki nishani hoti hai
pappu:tab hi larkiaon k itne lambe baal hote hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Classic Insult!!
.
.
Mere pass Facebook hai,
BBM Hai, Twitter hai,
WhatsApp hai
.
.
.
tumhare pas kya hai..? .
.
Smart ans: Mere paas
“Aur bhi kaam hain”.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larki: Dukhandar se ye suit kitne ka hai?
Dukhandar: 1500 ka
Larki: Uff aur wo wala
Dukhandar: Do dafa Uff
by Mazhar Khan (few years ago!)