Pathan
1 Pathan Angoor Bech Raha Tha Mgr Keh Raha Tha Aaloo Le Lo Aaloo.
2sry Admi Ne Kaha Khan Saab Ye To Angoor Hai.
Pathan. Chup Ho Jao Warna Makhia Aa Jayn Gi.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 961 views
Similar Jokes
Dost ne Mujhe Hospital Jane ka Kaha
Main Hospital Chala Gaya
...
Wahan 2 Drwazay The
1 Par “Khas bemari” aur 1 par “Mamoli Bemari” Likha tha
Mujhe Mamoli Bemari thi is Liye Main Mamoli Bemari Wale Room main Chala Gaya
Wahan Bhi 2 Darwaze the 1 Par “Khaas Aadmi” aur 1 par Aam Aadmi likha tha
Main Gharib Aadmi Tha is liye Aam Aadmi Wale Door se Andar Chala Gaya
Andar Gaya to !dekha ke Main Hospital se Bahar Tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek mandir tha
jisme buri niyat wale ghayab ho jate
the.
Imran hashmi gaya
Imran ghayab,
Salman khan
gaya
Salman ghayab,
Katrina kaif gyi to
Bhagwan ghayeb:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa k truck k peechay likha tha
"chota parivar sukhi parivar"
Or uske nechay
Tinu, minu, chintu, chinky, pinky, guddu, guddi,
sonu, monu, te sohan de papa di gaddi!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
An Engineering Student To His Sweeper Brother:
Mere Paas Degree Hai
Knowledge Hai
4 Logon Mein Baithne Ki Izzat Hai Tere Paas Kya Hai?
Sweeper: Mere Paas Naukri Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Boss: Where Were You Born?
Pathan: Peshawar…
Boss: Which Part In Peshawar?
Pathan: Kia Which Part….
Poori Body Born In peshawar..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bhigoge agar barish mein to jhukam or khansi hi hogi
Jara gor farmayega
Bhigoge agar barish mein to jhukam or khansi hi hogi
ACP says: 2-2 murder kiye hain tumhe to fansi hi hogi
by Pak101.com (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to
foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kisi k shakal dekh k us ka mazak mat uraho
hu sakta hai us ne ap se ziyada larkian phansa rakhi hun
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: Aaj Ka Paper Aasaan Tha Ya Mushkil
Ravi: Padne Me To Aasaan Tha, Par Karne Me Mushkil.
by Pak101.com (few years ago!)
1 larki raste pe setian bajati ja rahi thi
old man:beta kia waja hai aj itni khush kiun ho?
Larki:kaminu k exams ho rahe hain raste khali hain na.
by Sabir shah (few years ago!)