Pathan
1 Ghanty k baad
Pathan Apny Bety k liye
Rishta leny gaya
.
.
.
.
.
Larki Walay : Abhi to hamari Beti
Parh rahi hai.
.
.
Pathan : Chalo hum
1 Ghanty k baad aaye ga...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1137 views
Similar Jokes
Ek ladka ladki ko dekhne gaya
.
.
.
Ladke ne english me baat karne ki sochi Aur bola- English chalti hai na ?
.
.
.
Ladki sharmate hue-
.
.
.
.
SODA saath ho to DESI bhi chalti hai
by Numan Malik (few years ago!)
1971 da yudh chal reha c.Pak jahaj to bumb sut reha c Loki gharo bahar aa gaye.
Banto:Mein apne nakli dand bhul gayi.
Banta:'Saliye Jahaj bumb sutda kurkure ni.
by Pak101.com (few years ago!)
Dr. adhi raat ko utha or biwi se bola-main ja raha hu,hospital se Phone aaya hai emrgncy hai.
Wife-kisi ko to apni maut marne diya karo. .:
by Pak101.com (few years ago!)
be-izzati
or biwi
ek jaisi hoti hein..
achi tab hi lagti hay, jb doosray ki ho. :-
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj Light Khana
Santa standing below a tubelight with an open mouth
WHY??
Coz his doctor advised him, "Pet me dard hai to aaj light khana"
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan
Chhilkay Sameet Kaila Kha Raha Tha:
Kisi ne Usko Toka… Isko Chheel to Lo..
Pathan: Cheelnay ki Kya Zaroorat Hai.
Humko Maloom Hai, Iske Andar Kaila
Hai.
by Åkásh khãñ (few years ago!)
Faraz ghurbat se tang aa kar Daku Ban gaya
Daketi karne 1 bank gaya or kaha….!!!
Arz kya hai…
Taqdir me jo hay wo hi Milega,
Hands Up, Koi apni Jagah se nahi Hilega…
by Pak101.com (few years ago!)
Lady- Rahul mera bhai tha!
Daya- Kya?? Rahul tmhara bhai tha?
A.C.P- Sch sch btao rahul tmhara bhai tha?
Aurat- Han mae sch kehrae hun rahul mera bhai tha!
Abhijeet- MY GOD
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Iska matlb tm rahul ki behn ho! :-D ...
by Pak101.com (few years ago!)
Dr.-Aapki Biwi Ab Sirf 2 Dino Ki Mehman Hai, I Am So Sorry!
Santa- Sorry Ki Koi Baat Nahi Hai Dr. Saab, Jab 20 Saal Nikal Gaye to 2 Din Bhi Nikal Hi Jayenge..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Kaam wali shanti ko bulao.!
Wife: Kyun?
Santa: Doctor ne kaha hai, raat mein dawa khane ke baad shanti ke saath so jaana.
by Pak101.com (few years ago!)