Pathan
Ustaad Pathan Se Pakistan K Kitny Soobay Hay?
Pathan : (4)
Ustaad Sahabash Un K Naam Batao
Pathan: Mashrik, Maghrib, Shumal, Junoob
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 826 views
Similar Jokes
5 panjabio ne mil k 1 taxi li, 15din ho gaye lekin koi sawari nahi milli
Q?
Q?
Q?
Q?
Q k 3 panjabi peache or 2 panjabi aage beth k savari dhoond rahe te.
by zahid ullah (few years ago!)
Girl of 1960 : Aye bahar hai…jia bekarar hai… aja moray balma tera intezar hai.
Girl of 2007 : Aye bahar hai…jia bekarar hai… aje moray balma warna dusra tayyar hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Karachi main Light ka breakdown q hua..?
MQM: Taliban karachi main aa gaye hain.
PPPP: Ye jamhoriyat k khilaf sazish hai.
PML(N): Aaj adliya azad hoti to light na jati.
ANP: Light ki aarh main Pakhtoono ki nasal kashi ki ja rahi hai.
Students: Zaroor FARAZ ne taar kaata hoga
by Pak101.com (few years ago!)
Girl frnd
Meri photo de2 muje new bfrnd mil gaya h
Boy frnd ne 30 photo's bhej ke likha
Inme se dhundh le muje to teri shakal bhi yad nai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa kadi chawal kha rha tha , ek makhi us par baithne ki koshish kar rahi thi, ye dekh santa bola- hat hat ye woh nhi hai jo tu samajh rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Best Evr Sign At A Petrol Pump:
"Kripya yaha Dhumrapan na karen !!
Aapki zindagi ki koi keemat ho na ho,
Petrol ki keemat bahut hai.."
by Pak101.com (few years ago!)
Santa was cooking Murgi,Wen he added Hara
Dhaniya guess wat Happened?The Murgi start
Dancing & Singing 'HUM PE YEH KISNE HARA
RANG DALA.MAAR DAALA.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sardaar jee bus mein jaa rahey hotey hain aur neechey waaley hissey mein bathai huey they.
Upar sey awaaz aai, "Shamshaad!" Sardar ney apna sar bahir nikaala to upar sey ek chamaat para.
Phir thori deir baad ek aur dafa kissi ney chil laya, "Shamshad!" Phir Sardar ney apna sar bahir nikala aur chamaata parra. Baraabar key aadmi ney poocha, kiya tumhaara naam Shamshad hai? Sardar boley, nahin mein ussey bewaqoof bana raha thaa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar: Yar tm apne kamre ki khirkiyoun main parde kyoun nhi agate ho.. Bechari bhabi ko kapre change karte hwe lights off karna parti hai
Friend: Matlab tm khirki se jhankte ho…?
Sardar: Nhi to main kyoun jahnko bhale main to kamre k andar hota hn
by Pak101.com (few years ago!)
Santa tapasya karta hai
Bhagwan: var mango vats
Santa: Ye kya kiya aapne, me to vadhu ke liye tapsya kar raha tha
by Pak101.com (few years ago!)