Sher ka Bet
Baap: beta tum sher ke bete ho
aur wo sher main ho.
Beta: han, baba school mein teacher
bhi aisa hi kehti hy.
Baap: hairan ho kar, acha wo kya kehti hy.
Beta: wo kehti hai tum kisi janwar ki aulad ho.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 871 views
Similar Jokes
Wife:ajji Sunta ho!
Ghr ma Namak Khatam ho Gaya ha,
Daal ma Kya dalu?
.
.
Husband:Dimag to hai hi nahi,
Naya Colgate Active salt daal day,
usmay Namak ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardarni:
Kurri jawan hi gai A,
koi changa jeya munda
wekho 26 saal da howay.
“SARDAR”
Jay 26 saal da na milay
te
13,13 de 2 le aawan
by tanveer hussain (few years ago!)
Faraz” yaron ko azma k Dekh liya
Prdy mein bula k Dekh lya
Mot B Hm se dor Bhagti hy”Mohsin”
Car k Nechy aa k dekh lya
Mrta Nhi ye JARASIM-E-ISHQ
“Sagr”
Safeguard se B Nha k Dekh lya
Koi Sunta Nhi Faryad-E-”Ghalib”
Radio pe B ga k Dekh lya
DIL ka B pata Nhi Chal Rha”Wasi”
XRAY B kra k Dekh lya.
by haleema sadia (few years ago!)
2 Friends Jungle Main Bathroom Kar Rahay Thay,
Achanak SHER Agaya.
1st Friend: Oye Tu Dar Tou Nhi Raha Na?
2nd Friend: Nahi Nahi Yaar, Main Tou Nahi Dar Raha…
1st Friend: Tou Phir Apni Dho Meri Kio Dho Raha Ha…..:O
by Mazhar Khan (few years ago!)
Chai ki patti aur patti (khawand/husband) main keya qadr e mushtarik hai? dono ki kismat main jalna aur ubalna likha hota hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Poultry farm ke maalik ne sabhi Murgiyon ko order diya.
"Agar tum logon ne kal se 2-2 ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band."
Murgiya dar gayi ....sab ne 2-2 ande diye magar ek ne sirf ek anda hi diya"
Malik "Tum ne 1 anda hi diya hai?".
.
.
..
.
Jawab mila.
.
..
..
.
..
"Sir ye anda aapke dar ki wajah se diya hai. Waise main to Murga hoon"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:My wedding is going to happen
Banta:Whats the problem now.?
Santa:My wife did'nt know it...!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Zameen par rehne wali janwer bacche deti hai, Hawa mein urne wali andey deti hai! Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi urti hai or bacche bhi deti hai?? Student: “Air Hostess!”
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa :Oye Kya Kr Raha Ho?
Banta : Is Baby Ki Aawaz Record Kr Raha Hun!
Santa :Kyun?
Banta : Wo Jab Bada Ho Jaega
Use Iska Matlab Puchunga
by Pak101.com (few years ago!)
Husband to wife: Did you have any boyfriend before our marriage?
Wife remained silent for some time…
Husband: mai es khamoshi ko kia samjhon??
Wife: Abhy gin ne tu dey..:)
by Pak101.com (few years ago!)