Mujhe Baja Dila Do
Pappu-Papa Mujhe Baja Dila Do
RAAZ-Nahi tum Sab Ko Tang Karoge
PAPPU-Nahi Papa Kasam Se Jub So Jayenge Tab mai Bajaunga
by Pak101.com (few years ago!) / 1066 views
Similar Jokes
Sardar Ki Patni Sardar Se Boli
Aap Hazaro Me Ek Hai
Sardar Ne Ek Tappad Mara Aur Pucha Baki 999 Koun Hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:Duniya mei sabse dukhi aadmi kaun hai?
Banta:Bechare Rickshaw wale!
Santa:Kaise?
Banta:Q ki ladki kunwari ho ya married "BHAIYA"
hi bulati ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Machar Ne 1 Admi Ko Kata.
Admi: Din Me B Kat Rhy HO.
Macchar: Kya kro Ghar ma Behen Jawan Hy Or Larky Walo Ne 1 Liter Khon Jahez Me Mnga ha..:-D
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Maths mein fail q hua?
Son: kabhi teacher bolti ha 3+5 = 8 Agle din bolti ha 4+4=8
phir bolti ha 6+2=8
usay khud ko confirm nahi to mujhe kya sikhae gi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Pathan Se: Yaar meri saas k birthday hay koi sasti aur achi antique cheez batao jo ussay don.
Pathan: O khucha, aisa karo humara Sussar de do.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek pathan apni bhabi ko khob mar raha tha!
Logon ne pucha k tum apni bhabi ko kyun mar rhe ho?
Pathan: Hamara bhabi achi aurat nahi hai.
Logon ne pucha tumhain kaise pata.
Pathan Bola:
O Yara mein jis dost se bi puchta hun k tum kis se phone pe baat ker rahe ho ,Woh yehe kehta hai
TERI BHABI SE !!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao.
nokar ne kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunacha woh sahib khud hi bazaar se saman le aye. ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao. is ne jawab diyaise sui gas par pakana nahi aata. in sahib ne khud khana tyar kar liya. phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo. who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta. muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Sharma dial a no. & hear, iss call ke liye aapka balance kafi nahi hai."
sharma: koi baat nahi jaane man tumse baat ho gai bas itna hi kafi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Tcher:
Shadi Kya Hai?
Stdent:
Kunwaro k Liye “Alpenlibe”
Jee Lalchaye Raha Na Jaye:
Aur Shadisuda k Liye
“Cloromint”
Dubara Mat Puchna.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Solid insult
Papu to girl: Mai aapse dosti karna chahta hun.
.
.
.
.
. .
Girl: Hamari dushmani kab thi mere BHAIYAA
by Tanveer Hussain (few years ago!)