Sardar talking on cell.
Sardar talking on cell. 2nd Sardar : Kis se baat kar raho ho. 1st Sardar : Biwi se…
2nd Sardar : Itne… Pyaar
1st Sardar : Tumhari hai…
by Pak101.com (few years ago!) / 902 views
Similar Jokes
Q: Why did the monkey cross the road?
A: So he could get spanked.
by khalid hussain (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti hain
by Pak101.com (few years ago!)
Kya meri nak teri ankhen mendak ki jesi hain
Surat say besharam lagta ho pagal hoon
Aqal nahe hay mujme phir kesi ne aisa q kaha
Ka meri surat tumse milti ha
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larka Thoker Lagney Se Gadhey K Paaon Mein Jaa Gira,
Paas Se Guzarti Hui Larki Boli: Barey Bhai K Paoon Chooh Rahey Ho?
Larka: G Bhabi.
by Tayyab Mughal (few years ago!)
'1 gujjar ko zorr se cheenk aai to us ki dhoti gir gai,
Wo dhoti pakar k bola :....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa- “Ab mai kisi ladki ke saamne shaadi ki
baat nahi rakhunga”
Banta- “Kyo… Kya phir kisi ne mana kar diya?”
Santa- “Nahi yaar, ek ladki ne sweekar kar liya hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek 10 saal ka kid bohot dhyan se ek book pad raha tha, jiska title tha: "Kids ka paalan poshan kaise kare".
Mother: Tum yeh book kyon pad rahe ho.
Funny Kid: Mein yeh dekhna chahta hun ke mera paalan poshan theek tara se ho raha hai ya nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Walking At Night…
Saamne Gober Para Tha..
Sardar Ne Jhuk Kr Ungli Daal Kar Chakha Or Bola: Oh Ye To Gobar Ha.. Shukar Hai Mera Pair Nahi Para..!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ka parosi (neighbour) mar gia
Sardar ne us ghar ja kar pocha: Dead Body aa gayi kia?
Usi waqt ambulance dead body le ke agayi
Sardar: O Jee! Kitni Lambi umar hai, abhi naam lia owr aa gay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Snta Mehmaan Se- Thnda Loge Ya Garam.?
Mehmaan-Dono Le Aao..
Snta-Preeto.. Ek GLass Freezer Se, Aur Ek GLass Geezer Se Pani Le Aao..
by Pak101.com (few years ago!)