Pehchana kon hen ye 4 log
('_') (=.=)(*_*)(o.o)
/¡¡ /¡¡ /¡¡ /¡¡
Pehchana kon hen ye 4 log???
.
Nahi?
.
.
Ye vahi hen jin k bare mein Ammi hamesha kehti hen k.....
.
.
.
.
.
.
.
4 log dekhen ge to keya kahen gay Yay
by Mazhar Khan (few years ago!) / 800 views
Similar Jokes
Ladka bola ……. Dilruba
Ladki boli ……. Pizza khila
Ladka bola ……. Paise nahi
Ladki boli ……. Aise nahi
Ladka bola ……. Mahngai hai
Ladki boli ……. Aaj se tu mera bhai hai.
by Abdul Sami (few years ago!)
Interviewer asked sardarji:
Which are the 2 latest versions of java?
Sardarji: Marjava & Mitjava
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sab Kehte Hai Dunia Me
Maa-Bap Se Badkar Koi
Nhi
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Isliye
.
.
.
.
.
Jaldi Se Shadi Karlo
or
Maa-Baap Ban Jao
Rishta Whi,
Soch Nyi.:-P;-):-D
by Pak101.com (few years ago!)
Ek police Inspector ke ghar chori ho rahi thi.
Wife: Utho ji, ghar mein chori ho rahi hai.
Police Inspector: Mujhe sone de, main iss time duty par nahi hoon.
by khalid hussain (few years ago!)
Santa- “Kal aapne apne bache ko bahut pita|
Aakhir aisi kya baat ho gayi thi usse?”
Banta- “Darhasal do din baad us badmaash ka result nikalne waala hai aur mai aaj hi ek mahine ke tour par jaa raha hu|
by Pak101.com (few years ago!)
Lalu Prasad Yadav ka funny beta 1000 Watt ke bulb par Lalu Yadav ka naam likh raha tha.
Lalu Yadav: Bitwa, e ka kart ho?
Funny Beta: Aapka naam roshan kar raha hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…
“sahebji sahebji kutteji ne murgiji ko pakar liya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne Banta se kaha,”Sabse bada challenge kya
hai?”
Banta replied – Answer sheet ko khaali chod do aur
last me likh dena, paas karke dikha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gabber sInGH nE jab JaNam LiYe To UsKi Maa usKo mAar rAHI Thi...
Nurse:Q MaR rHi ho??
mAA boLi: kamina jb se Paida HwA Hy, ake hI Baat Puch rHa He..??
.
.
... .
.
.
Wo kitnay Admin thay.....
by Pak101.com (few years ago!)