Dad's writes on son's facebook wall
Dad's writes on son's facebook wall:
Dear Son, how are you? All are fine here. We miss you a lot.
Please turn off the computer and come down for dinner.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1365 views
Similar Jokes
Teacher: She Is Kidding…
Translated In Hindi…
Punjabi:
Woh Bachey Dey Rahi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Murge Ka Apni Premika Murgi Ko Kahe Gaye Dialogs Ki Kuch Lines.
Murga: “I Love You Jaan Mein Tumhare Liye Kuch Bhi Kar Sakta Hoon”
Murgi: “Haye Allah Sachi”
Murga: “Haan-Haan Sachi Janu”
Murgi: “Chal Phir Aaj Tu Anda De De, Meri Tabiyat Theek Nahi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Police:Khabar hai k aapke ghar me visphotak samagari hai.
Santa-Sir khabar to ekdum pakki hai par Wo abhi Maike gyi H
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend: Tell me one thing, What do you do when you miss me?
Boyfriend: I’ll eat yours Favorite Chocolates and remember you! And what you do? Girlfriend: I’ll drink yours favorite whiskey! Say Cheers !!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ki girlfriend ne Pathan se pucha: Jab hamara mangni ho to tum humain ring de ga na?
Pathan: Wai Qurban, zaroor dega batao ring PTCL pe de ya MOBILE pe?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan Rail Ki Parti Par Lait Gaya
1 Admi Ne Kaha Kia Kar Rahe Ho
Train Aye Ge To Mar Jao Ge
Pathan : Mere Uper Se Jahaz Guzar Gaya Kuch Nahi Hua
Train Kya Cheez Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer:
Baji bhooka hoon, Allah k naam thora sa khana dedo.
Baji: Khana abi nai paka.
Faqeer:Baji number likh lo jab pak jay to misscall de dena,
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar travelling in Train
TC: Ticket dikhao
Sardar: Yeh lo
TC: Yeh to purani hai
!
Sardar: To Train kaunsi nayi hai?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jab Bhi Koi Bachha Paida Hota Hai To Sare Khandaan Wale Use Dekhne Aate Hai.
Bachhe Ka Baap Bete Ko God Mein Utha Ke Bolta Hai
“Mere Bete Ka Chehra To Mera Pe Gaya Hai”
Maan Pyar Se Dekh Kar Bolti Hai
“Iss Ki Aankhein Mere Pe Gayi Hai”
Bachhe Ke Mama Dekh Ke Bolta Hai
“Is Ke Haath Paon To Bilkul Mere Par Gaye Hai”
Chacha Bhi Dekhta Hai Aur Bolta Hai
“Arey Iski Muskurahat To Bilkul Mere Jaisi Hai”
Phir Jab Wohi Bachha Bada Ho Kar Ladkiyaan Chedta Hai To Sare Khandan Wale Kehte Hai
“Pata Nahi Ye Kameena Kispe Gaya Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher To Sharma:
What Is The Full Form Of SINGH?
Sharma Thinks Hard And Says:
Sardar Insaan Nahi Gadha Hai
by Pak101.com (few years ago!)