Nazre Mile Tooh Use “Izhaar”
Nazre Mile Tooh Use “Izhaar” Kehtay Hain
Neeend Nah Aae Tooh Use”Piyaa” Keehtaay Hain
Smile De Tooh Usaay “Ikraaar” Kehtaay Hain
Or
Jooh Inn Jhaamelooh Mein Nah Padey
Usaay “Samjhdaaar” Kehtaay Hain.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 853 views
Similar Jokes
Ek Aadmi Ki Lottry Lagti Hai Wo Khush Ho Kar
Ghar Jata Hai Aur
Patni Se Puchhta Hai.
Pati Khushi Se: “Mujhe Lottry Lage To Tum Kya
Karogi?”
Patni: “Aadhe Paise Leke Hamesha Ke Liye Tumhe
Chhod Ke Mayeke Chali Jaungi”
Pati Gusse Se: “Aaj Meri 50 Rupaye Ki Lagi Hai Ye
Le 25 Aur Nikal Le“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
AADMI APNE BETE SE-BETA KABHI SHARAB MAT PEENA,, WARNA YE JO 2 AADMI JA RAHE HAI NA WO 4 DIKHENGE....
BETA-MGR PAPA,WO TO 1 AADMI HI HAI....
by Pak101.com (few years ago!)
Ladke walo ko ladki pasand aa gayi aur unhone ladki walon se kha ki shadi kab karni hai?
Ladki walo ne kha ki abhi hamari ladki padh rahi hai, pdhai ke baad shadi hogi
Ladke walo se gusse mein kaha ki hamara ladka kya bandar hai jo kitabe phaad dega
by Pak101.com (few years ago!)
Kismat Azma chuka hon.. Naseeb
Azma Raha
Hon ;(
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ek Ladki patane ke Khatir
FACEBOOK Ka PAGE
chala raha hon ;D;D .
by Pak101.com (few years ago!)
Aashiqui 3.. Song created
Tu hi yeh mujhko bta de facebook
chalau main ya naa..
.
.
Apne tu ghar ka pata de,
aaau main yaa naaa..
.
.
Apna tu phone number bata de,
Call lagau main yaa naaaa..
.
.
Khaana tu rakh de paka ke,
khau main yaaa naa..
.
.
.
Itna bata de mujhko kab milne aau tujhko…
Ab hota anhi intezaaaar tu hi ye mjhko bata de..
koi dusri patau main yaa naaaa
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar Ye Autometacily Kya Hota Hai
Banta: Simple Yaar, Jab Koi Ganji Aurat Auto Me Baith K Jaye to Use bolte hai "Auto-Me-Takli"
by Pak101.com (few years ago!)
Larki: Main Kal Tum Se Milne Nahi Aa Sakti.
Larka: Chalo Mai Tumhara Gift Kisi Or Ko De Deta Hun
Larki: Mera Matlab Tha Kal Nahi Aa Sakti Abi Kahan Ho Tum?
by Pak101.com (few years ago!)
pappu In Lift.. Girl : Mehnga Perfume Laga K Lift Me Ayi, Or pappu Ko Akad K Boli Cobra Perfume, Rs.6000..:)
.
2nd Girl Ayi : Jasmeen
Perfume"rs.7000 .. :)
.
Achanak Lift Ruk Gayi Or Khuch
Smell Aayi
.
Dono Ladkiyon Ne Apna Naak Pakda Or pappu Ko Dekhne Lagi... :
.
pappu With Smile:- "Muli" 14 Rupey
Kilo.....
.
pappu Madhosh Ladkiya Behosh.
by Pak101.com (few years ago!)
'Bacha peida hotay hi cheekha: Mujhay kuch nazar nhi aa raha, Mein andha houn..,....'
by Mazhar Khan (few years ago!)