Anmool raaz
Agr koi mujhe acha lagta hai to acha wo nai me hun
aur agr koi mujhe bura llagta hai to bura wo hai me to nai kiun k me to acha hun.
by Sabir shah (few years ago!) / 995 views
Similar Jokes
Santa aur banta cofee house me :
santa:jaldi pi,cofee thandhi ho jaegi
banta:to kia howa?
Santa:bewakuf card par likha tha hot cofee 20 ki aur cold 40 ki
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: JAWANI owr BURHAPAY mai kia farq hota
hai?
.
Student: JAWANI mai mobile mai HASEENO ke
numbers hotay hai, owr BURHAPAY mai HAKEEMO
ke
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Man at MedicaL store:I need poison
Chemist: I can't sell you that
Man shows his marriage certificate
by Abdul Sami (few years ago!)
Sardar Kuri:
Abu kal nu apnay ghar vicho 1 banda ghat jana wa
aglay din wo larki bhag gai
Sardar: kam ta kuri ne changa nai kita par sigi oh NAJOMI !!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
'1 Aadmi Ne akhbaar main add Dekha:
Purana Mobile Do or New Mobile Lo.
Wo Us A....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dil me nafrat le k bethe ho humri hi mehfil me humare hi lye
faraz
chalo shabash dafa ho jao
by Sabir shah (few years ago!)
Santa: Kaam wali shanti ko bulao.!
Wife: Kyun?
Santa: Doctor ne kaha hai, raat mein dawa khane ke baad shanti ke saath so jaana.
by Pak101.com (few years ago!)
Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain
Maa: andar aaja inki niyat bahut kharab hoti hai
Beti: Maa fauji Pakistani hain
Maa: to bakri ko bhi andar le aa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Biwi: Sunien,shakeela k husband usse bohot pyar karte hain,Subha pyar,Shaam pyar,Tum itna pyar kab karo ge?Miyan:arey wo choray to mujhe moqa milay na.
by Pak101.com (few years ago!)
- interview -
Question: To bataiye PANI ke bina insan kese marega?
Answer- Sir, PANI Nahi hoga to insaan tairega kaise? Tairega nai to doob jayega!! den dead...
by Mohammad Ali (few years ago!)