Sabzi Wala
Sabzi waala sabzi pe paani chidak raha tha,
kaafi der ho gayi,
Customer gusse mein aa ker bola:
Bhai saheb: agar bhindi ko hosh aa gaya ho
to Aik kilo de do ;)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 776 views
Similar Jokes
Santa Zebra Crossing Ke Black & White Lines Par Baar-Baar Idhar-Udhar Chal Raha Tha,
Aur Soch Raha Tha Ki
Sala Ye Piano Bajta Kyo Nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Aaaaaaaaaahhhhh…..
.
.
.
.
Kuch Samajh Mein Aya??
.
.
.
Nahi Na?
.
.
.
Kadi Thandi Coke Peeti Hovay Te Pata Lagy Na..
(‘.”)/ Lal Sharbat
<).( Peen Waleyo!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Husband Wife ki larai ho rahi thi,
Unka chota bacha b waha Betha Ta
.
Husband:tu Kutti
.
Wife:tu Kutta
,
,
Bacha masumiat se bola
or me “TOMI”
by A. Sami (few years ago!)
Santa:
Batao Aisa Kya Karen K Saanp Bhi Mar Jaye
Or Laathi Bhi Na Tootey?
,
,
,
,
Pathan:
Jootay Se Mar Do
by Pak101.com (few years ago!)
Aik doctor apne dost se:
yar mai soch raha hon k is gaon main apna clinic khol lon,
dost :tumhara khyal to naik hy
magar yahan ka qabrstan bhot chota ha...
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka.
Driver: Kaha jana hai?
Aurat: Jana to kahin nhi hai..
Bacha ro raha hai.
Zara bus ka horn poo-poo baja do..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor ne pathan ko samjhaya k agar wo roz 3 km chalay to 1 saal mein 50 kg wazan kam ho jayega.
1 saal baad pathan ne doctor ko call ki: wazan to kam ho gayi magar 1 problm ho gayee.
Dr: wat problm.
Pathan: khocha ham apna ghar se 1100km door pohanch gya ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
KG girl & boy..
.
.
Boy:"Can i kiss ur hand...
.
.
Girl:"why ?? Are my lips poisonous.. ??
.
.
.
.
Boy:"ale mai to pogo dekhta hu,
ye to HBO dekh ke aai hai..:p :O :D
by Pak101.com (few years ago!)
Kon kehta hai k Pakistan me job nai milti
Ye lo Jharu
\\\\|////
\\\|///
\\|//
\|/
|
Or shandar career ka aghaz karo.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
BOy:MujHe Aisa Kaam Batao
Jis Mai Kuch Karna Na Pare
Log Mehnat
Kare Or Paisa Mujhe Mile
BABA:Jaa Beta Sarson Ka Tel Laga Kar Ulta
Lait Ja.
by Mazhar Khan (few years ago!)