Pthan or Bhikari
Bhikari Pathan se: Mujhe Khany ko kuch mil sakta hai?
.
Pathan: Kal ki roti kha lo gay?
.
Bhikari: Haan Jee Bilkul
.
Pathan: Acha tu phir kal Time se ajana
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 718 views
Similar Jokes
Ek Pathan Aadmi Bahut Der Se Chand Ko Dekh Raha Tha.Aur Thodi Der Baad Bola:“Jalte Raho Beta, Jab Bijli Ka Bill Aayega Tab Pata Chalega.”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan Ne New Car Li:
Aur Drive Pe Nikla.
Thora Aagay Gaya to Toll Plaza Aaya.
Aadmi Bola Han Khan G?
Pathan: Full Kar Do.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik Admi Langraata Hoa Aata Hay
Usse Dekh Kar Do Doctor Aapas May Jhagar Tean Hay
Aik Kehta Hay K Us Ki Haddi Toot Gai Hai
Dosra Bolta Hai K
Nahi Us Ka Angotha Nikal Gaya Hai
Donoon Me Kafi Behas Ho Rahi Hoti Hai To
Tisra Doctor Bolta Hai
Chalo Us Say Hi Poch Laetey Hain
Ussay Poch Tay Hain To
Wo Bolata Hai
Nahi , Na Mera To Chapl Tota Hay
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:mobile aur ptcl me kia farq hai?
Pathan bahut soch kar bola: ptcl me number ungli se aur mobile se angothe se dail karte hain
by Sabir shah (few years ago!)
Principal: Agar koi ladka girl's hostel me paya gaya, to usko pehli bar Rs 300 fine lagega, dusri bar 500 aur teesri bar Rs 800 fine lagega.
Mr Funny: Monthly pass ka kya lega, mamu?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Mehnat Karo Gay Tou Kuch Bano Gay...
Student: Teacher, Hamra Gadha Tou Itni Mehnat Karta Hai...
Magr Wo Tu Kuch Nahe Bana ...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Student in hostel: Yaar! Dhoka hogaya mere Saath.
Dost: Kia hua?
Student: Maine ghar se books k liye paisay mungwaye thay.
Unhonay books hi bhejdi hain. :-(
by Pak101.com (few years ago!)
Traffic police chalan book nikaal ke bola: 'Naam bol?'
Ladka: Galti ho gaya Sir...
Police: Naam Bol
... ... ... ... ...
Ladka: Sorry sir Iss baar jane do...dobara nahi hoga
Police: Naam bol
Ladka: "Trikulavattyy Thekkeparambli Venkateshwara Swami"
Police (book band karke): "Agli baar gaadi dhire chalana!" :D
by Pak101.com (few years ago!)
Nark me kuch log party mana rahe the
BHAGWAAN : Ye log nark me bhi party mana rahe
hain...
YAMRAAJ: .. <>BATHINDA<> wale hain..kahi bhi
Enjoy kar lete hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Angoor bech rha tha Magar Keh rha tha
"Aalu Le Lo Aalu"
BANTA: Ye to Angoor he
Santa: Chup ho ja Warna Makkhiya Sun legi
by Pak101.com (few years ago!)