naak saaf krlo
Ek ladki apny boy friend ke saath nayi garri main long drive per jaa rahi thi achanak raastey mein larki kehnay lagi…..“suno ! kya tum aik haath se garri chala saktay ho?”
Kyu nahi.. ladke ne bade fakher se garden akraaii…
Aur phir larki ne aahista se kaha, “Toh phir doosray haath se apni naak saaf karlo”
by khalid hussain (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
pathan: yaar mere liye kisi achi si larki ka rishta bta
Dost: Aik larki hai B.com ki
pathan: yaar kisi b qoum ki ho bas parhi likhi honi chahie
by Hader Maher (few years ago!)
Santa Art Gallery Mein Jata Hai Aur Ek Tasveer Dekhkar Gallery Ke Malik Se Kahta Hai.
Santa: “Ye Bhayanak Tasveer Ko
Aap Modern Art Kehte Hai?”
Maalik: “Mere Baap Tu Dimag Mat Laga Ghar Ja, Ye Aaina Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Tchr: Itne din se kahan the?
Boy: Bird flu ho gya tha.
Tchr: Par ye to birds me hota hai.
Boy(Gusse me) Insan hi kaha rehne dia apne,Roj to murga bna dete ho !
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Main ek baar jungle mein susu karne gaya toh waha per Sher tha.
Banta: Phir kya hua?
Santa: Maine Sher se kaha, Pehle tum karlo, mera toh ho gaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Duniya k 2 intehai mushkil kam.
1) Apna idea kisi aur k zehen me fit krna.
2) Kisi aur ka paisa apni jaib me muntkil krna.
Jo pehlay me kamyab hota hai, usay Teacher kehtay hen. Jo doosray mai kamyab hota hai, usay Buisness man kehtay hen. Aur jo dono me kamyab ho usay…. BIWI kehtay hen
by hearthackervsgirls (few years ago!)
GOLU-Doc. Mujhe aisa lagta hai jaise mere kaan me koi Gunguna Rahe Hai
Doc.-Aisa Kab Lagta Hai?
GOLU-Jb mai kaan me headphone laga ke song sunta hu
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne PCO pe jate hi PCO wale ko 2-thappad laga diya...
Socho kyon..?
PCO ke bahar likha tha, dial karne se pahle 2 lagaye
by Pak101.com (few years ago!)
BUSH:Humary pass BritnyJulie Robert Anjelina Jolisab ha!Tumre passkya hay?
MANMOHN SINGH:Humary pass Imran Hashmi he!Bhej do sab ko
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bahu: Maaji yeh abhi tak nahi aye, kahi koi dusri Aurat to nahi hai?
Saas: kalmuhi hamesa ulta sochti hai aisa bhi toh ho sakta hai kisi truck k niche a gaya ho....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larki: Meri Ammi Ko Tum Bohat Pasand Aye Ho
Pathan: (Sharmate Hue)
“Kuch Bhi Ho, Par Hum Shadi
Tum Se Hi Karay Ga” Khala Se Bolo Humko Bhool Jaye
by Pak101.com (few years ago!)