2 Aur 2 Kitne Hote Hain
Seedha saada teacher bachchon se : batao bachcho 2 aur 2 kitne hote hain.
Ek bachcha : ji 3
Teacher : chalo lagbhag theek hi hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1225 views
Similar Jokes
Aik Aadmi Ki Biwi Sey Sawal Kia Geya
Key Aapko Konsi Book Sab Sey Ziada Pasand Hai?
Biwi:
Apney Husband Ki Cheque Book...
by Abdul Sami (few years ago!)
Husband: Jaan! thinks for calling you , tm miss kr rahi ho gi.
Wife: and what about the fight we have 5 minutes ago?
Husband: O fittay moo, agian mistaken home no is dialed
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- arz kiya hai........
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi,
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi,
Maine usko itne khat likhe ki
... ..
..
..
..
woh postman ke saath bhag
gayi..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pakstani Shadi me khana khane k 2 asool:
RULE 1
Pehli bar is tarha khao k doosri bar milega nhi
RULE 2
Doosri bar is tarha khao k pehli bar mila hi nhi tha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Difference Between Thoughts Of Imran Khan And Imraan Hashmi.
Imran Khan: “If You Give Me 100 Young Boys, I Can Change The Nation”
Imraan Hashmi: “If You Give Me 100 Young Girl, I Can Create Another Nation“
by Pak101.com (few years ago!)
Sehwag ko MAYUR pehnao,
Sachin ko PEPSI pilao,
Dhoni ko BRYLCREEM lagwao,
Ganguly ko Chavnpras khilao,
Dravid mein CASTROL bharwao,
yuvraj ko MALAI MARKE LASSI pilao
Lekin in Models ko cricket mat khilao…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa to Banta : Yeh bacha tumhara kya lagta hai?
Banta : yeh mera door ka bhai hai,
Santa : Door ka mein samjha nahin,
Banta : Ess k aur mere beech 8 behan bhai aur hai !
by Pak101.com (few years ago!)
Wo larka aj bi garmi se mar raha hai
jissy us ki girl friend ne 6 saal pehlay kaha tha k tum jacket me salman khan lagte ho.
by Sabir shah (few years ago!)
SARDAR: Beta Ye Kaisi Machis Lay Kar Aaye Ho Ek Bhi Nahi Jal Rahi
SON :Kya Baat Kartay Ho Pappa Sub Check Kar Kay Laya Hoooon
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Jungle Mein Mor Aur Morni Bethe The, Mor Ka Man Morni Ko Kiss Karne Ka Kiya,
Mor Morni Ko Kiss Karne Hi Laga, Ki Morni Use Rok Ke Idhar-Udhar Dekhne Lagi, To Mor Ne Puchha,
Mor: “Kya Hua Janu?”
Morni: “Dekh Rahi Hoon Aas-Pass Discovery Wale To Nahi Hai Saale ‘MMS’ Bana Lete Hain“
by Pak101.com (few years ago!)