More Bigger Hit
3 Idiots Would Have Been a More Bigger Hit.
If Kareena Kapoor Would’ve Also Once Said,
.
.
.
.
.
“Jahanpanaah Tussi Great Ho,
Tohfa Qabool Karo”
by Hassan Ali (few years ago!) / 1049 views
Similar Jokes
Qarz-e-Hasna kisay kehte hain”?
Pathan:
“Jab Qarz denay wala paise wapis mangay, aur qarz Lene wala HANS day, to usay Qarz-e-Hasna kehte hen”!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A sardar was giving with hot water to his hen,
A man asked him that why you are doing this?
sardar replies that now hen will give me boiled eggs
by Rao Nauman Waheed (few years ago!)
Shadi Main Ladki Ko Itna Kyon Sajaya Jata Hai?
Any Guess?
.
.
.
.
OK
I'll Tell You...
"MAAL" Jaisa Bhi Ho.
Packing Achi Honi Chahiye. :
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Ne Shadi K Liye
1 Zaheen Larki Talash Ki…
Lekin Us Larki Ne Shadi Se Inkar Ker Diya…
.
.
Kyon…?
Kyon K Wo Waqai Zaheen Thi…
by Pak101.com (few years ago!)
Wo larka aj bi garmi se mar raha hai
jissy us ki girl friend ne 6 saal pehlay kaha tha k tum jacket me salman khan lagte ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Allama Iqbal ne prinday se Pucha k
Tumeh Asman se girney ka nahen ha dar?
Parinday ne Kaha k Iqbal Yar Tere Meharbani Inna Na Sochia Kar
by Pak101.com (few years ago!)
Funny Pakistani Babu train ke ik Dibbe me chad gaye.
TT bola: Kya Phaji? Dikta nahi, Ladies ka dibba haii?
Funny Pakistani Babu: Sorry Ji Sorry ! Mere ko laga aap Mard ho...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar teacher tha.
Exam k liye Questn Paper banaya..
Paper dekhte hi sare bachhe behosh ho gaye..
1. China kis Desh me hai?
2. 15 Aug kis Date ko Aata he?
by Pak101.com (few years ago!)
Mental hospital ka doctor apni wife ko kehta hai: Pagalon ke saath reh reh kar mein aadha pagal toh ho hi gaya hoon. Wife: Kabhi koi kaam poora bhi kar liya karo.
by Pak101.com (few years ago!)
Interviewer:what is skeleton?
Sardar:Sir, skeleton is a person
who started dieting but forgot to stop it..!!!
by Mazhar Khan (few years ago!)