yar tere our bhabhi ki jodi
Santa- yar tere our bhabhi ki jodi to Ram-Sita ki jodi hai.
Banta- kahan yar, na to yeh dharti me samati hai our, na he ise koi utha k le jata he..
by Pak101.com (few years ago!) / 1258 views
Similar Jokes
Once During The Tea Break
Between India And Pakistan Match….
Afridi Wanted Biscuits Wid His Tea…
Inspite Of Asking Sachin For The Biscuits
Who Was Close By To The Biscuits Plate…
He Called Inzy Who Was Standin Far Away….
Why So…?
Socho…..
Socho Socho………
Coz “Haq Se Mango Priya Gold”…
by Pak101.com (few years ago!)
1child 1Re. ka coin kha gaya. Kuch din bad poty mei uska coin bahar aa gya to child maa se bola-
AAJ BAHUT DIN BAD FASI HUI PAYMENT MILI HAI.
by Pak101.com (few years ago!)
Rita: AcHanak hi tum bacHat krne lagi Ho.
Gita: Ha yaHi mere pati ki akHari kwaHis tHi, dubte samay ve yaHi keH raHe tHe "BACHAO BACHAO"
by Pak101.com (few years ago!)
A Sardar Asked His Friend
“Kya Tumhare Underwear Main Suraakh Hai?”
Friend Replied:No
Sardar Said: To Phir Taangain Kahan Sey Dalta Hai Saalay..
by Pak101.com (few years ago!)
Boss : Likhna PArhna aata hai?
Sardar : Likhna aata hai parhna nai.
Boss : apna naam likho
Sardar : %$*3@t(*^&%
Boss : Ye Kya Likha Hai?
Sardar : KAha Tha Likhna Ata hai
PArhna nai…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kashmir Ki Vadiyon Mein,
Barfilee Hawaon Mein,
Neele Gagan Ke Neeche Jheel Ke Kinare,
Gehri Soch Mein Baithe Majnu Ko Laila Ne Kya Kaha?,
Yahi Ki
Stupid, Hero Matt Ban Sweater Pahan Le ��� Thand Ho Rahi Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Today is Sunday & I wanna Enjoy, so I bought 3 movie tickets
Jeeto: Why 3?
Santa: For you and your parents.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik dost doosray say yar tum apnay doston ko har khushi kay moqa par kabootron ka jora kiun detay ho.
Doosra dost: is liye keh woh doosray din meray pas wapis aajatay hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jahan Khawab Wahan HBL Urdu Funny Jokes Aik Pathan ko khawaab main kisi ne QATAL kar dia. Subha uth k PATHAN ne apna HBL ka Account close karwa dia. Pata hai Kyun? Kyun k HBL aap k khawabon ko haqeeqat main bdlta hai jahan khawab waha HBL…
by Mazhar Khan (few years ago!)
“Achi Achi Baatein”
1) Bike ho ya Car,
Usko Jahaz k jesy mat urrao,
Abey Rocket smjho Rocket,,
2) Koshish kro kisi se bhi Bd-Zbani na kro,
Direct Sir phaar do,,
3) Taaleem hr kisi ka Haq hy,
Isliye sochein k Zyada Parh kr ap kahin kisi ka haq
to nahi Maar rahy..!
by Tanveer Hussain (few years ago!)