Sardar
Sardar:Ne Ak Khob Sorat Larki Ko Parpoz Kiya-
"Aap Mujh S Shadi Karo Gi?"
Larki Ne Gosea S Kaha-" Tamiez S Bat Karo-
Sardar: Baji Tosi Mere Nal Weya Far Maao Ge
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 796 views
Similar Jokes
Boy:aae bewafa to ne dil jala dia.dil ko jala k tun ne rakh bana dia
girl:teri ye qurbani raigan nai jae gi,rakh idhar bhej de bartan dhone k kam aye gi.
by Sabir shah (few years ago!)
B.v:ap ko mera banaya howa halwa pasand nai aya bachay 3 palats kha chuke hain
andar se awaz aa, mama 1 or plate dena 1 kitab ki jilad rah gai hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pas aaya aur kehnay laga.
Janab! Aanay wali rail foran rok di jaye. Rastay mein is kay ulatnay ka khatrah hai.
Chunancha khatray kay pesh nazar rail kehin door rokwa di gayi aur railway kay officer is aadmi kay sath khatray wali jagah ka muaina karnay chalay gaye. Is shakhs nay railway line par paray kelay kay chilkay ki taraf ishara kartay huye kaha: Janab! Rail ko is chilkay say phisal kar ulatnay ka khatra tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Bhagte Bhagte Ruk Gaya
.
.
Y?
.
.
.
.
.
.
Abe Saans Phool Gai Thi Uski.
Insaan Hy Wo B Yr
Tum Log B Na,
Jaan Lelo Pathanon KE:-)))
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor ne aik pagal se poocha:
Tum chat se kyu latak rahe ho?
Pagal: Main aik bulb hoon...
Doctor: Tum jal kyu nahi rahe?
Pagal:
Bewakof...!!
Ye Pakistan Hai,
Light Gai Hui Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Oye Banta Machli Khayega?
Banta: Nahi Yaar Usme Kaante Hote Hain.
Santa: Oye Chadd Yaar, Chappal Pahen K Kha Lena.
by Pak101.com (few years ago!)
My wife treats me like GOD.! She
makes NO notice of my exi
stence till she wants some thing
by Pak101.com (few years ago!)
Admi: Tum Bahaduri Wala Konsa Kaam Kar Sakte
Ho?
Pathan: Mein Saanp Ke Saath Khel Sakta Hoon...
Admi: Woh Kaise??
Pathan: Hamare Mobile Mein Snake Wala Game Jo
Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati ghar pahuncha to patani ne goshana
ki – maine aaj naukarani ko nikal diya hai.
Pati udas hokar – Are, use ek mauka to
diya hota.
Patni(Pati Se) – Per mai aapko koi mauka
nahi dena chahati.
by Pak101.com (few years ago!)
Qatil Try Karo Ke Umar Qaid Ho
Qatil: Try Karo Ke Umar Qaid Ho Jaye
Magar Saza-E-Mot Na Ho,
.
.
Pathan Lawyer: Tum Fikar Mat Karo,
.
After Case
Qatil: Kya Howa?
Pathan: Bahut Mushkil Se Umar Qaid Howi,
Warna Adalat Tu Reha Kar Rahi Thi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)