Sardar: Will you marry
Sardar: Will you marry , after i die .
Wife : No i will live with my sister.
Wife : Will u marry , after i die .
Sardar: No i will also live with your sister.
by Pak101.com (few years ago!) / 802 views
Similar Jokes
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek bacha exams mai fail ho gaya aur ghar aa kar zor zor se rone laga.
Baap ne us ko chup karwate hue kaha: Beta, sabr karo, tumhari qismat mai yahi likha tha.
Bacha (jaldi se) : Jee Papa, yeh to acha hua ke mai ne sara saal kuch nahi parha,warna sari mehnat zaya ho jati.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
pathan proposed girl with romantic poetry:
kutta mar gaya razai me,mai pagal hoon teri judai me.
gobar pay machar beth nahi sakta pathan teray bin reh nahi sakta.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Arz kiya hai…
Itne kamjor hue teri judai se…
Gaur farmaiye…
Itne kamjor hue teri judai se…
Ki chinti bhi ab kheech le jaati hai charpai se!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik bacha apne baap ka naam 1000 Watts kay bulb pay likh reha hota hai.
Baap bache se poachta yeh kya ker rahe ho?
Bacha: Aap ka naam roshan ker reha hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Qanoni joke:
Vote dalne ke liye 18 saal umar
Or
Shadi ke liye 21 saal umar hona zaruri ha
Yani k
B.V sambhalna mulk sambhalne se ziada mushkil kaam hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek rich ladki ne signal pr khde bhikari se kaha
Arey maine apko kahi dekha h
Bhikari bola
Memsaab we are friends on FACEBOOK
by Pak101.com (few years ago!)
Professor To Student
Jo Dosray Ko Apni Baat
Na Samjha Saky Wo
Gadha Hota Hai.
Student: Sir Kiya Matlab Me Samjha Nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
"MusiBaton Ka MuQaBLa SBar Sy Kro
Ar
NeMaTon Ki Hifazt Shukr Sy KrO'
.
.
.
.
Is sMs Ma PeHly Bv Ka ar BaaD Mein girl FrNd ka zikar ata HaI.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 SHEIKH Hajj per Gaya
aur zor zor sy DUA Mangny laga.
”YA ALLAH Mery SARY GUNAH MAAF Kar dy
WarnaMera 2 Lakh WAPAS Kar dy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)