Aap Pagal Ho
Ap”P.A.G.A.L” ho . . . . Ghussa nahi krna
mere pas proof hai k ap P.A.G.A.L
ho . . . . . . . P=pyare A=ache G=Great
A=anmol L=lovley kaha tha na PAGAL
ho
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 587 views
Similar Jokes
Commerce professor asks the student: what is the most important source of finance for starting business? Student: "Father in law".
by khalid hussain (few years ago!)
;;YAD RAKHO TO DIL K QAREEB HA
;;YAD RAKHO TO DIL K QAREEB HAIN HAM ;;;SSSSS;;
BOL JAHO TO FASLAY HAZAR HAIN;
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Laakhon honge nigaah mein kabhi mujhe bhi pick karo....
Mere pyaar ke ICON pe
Kabhi to DOUBLE-CLICK karo........
by Mazhar Khan (few years ago!)
Beta Phone Par Apni Maan Ko Bola.
Beta: “Hello Maan, Ek Gud News Hai”
Maan: “Kya Hua?”
Beta: “Hum 2 Se 3 Ho Gaye”
Maan Ne Khushi Se Uchalte Hue Pucha: “Ladka Hua Ya Ladki?”
Beta: “Nahi Maan, Aapki Bahu Ne Dusri Shadi Karli“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta
Tu Bht Zor Ki Barish Ho Jati
Aik Din Bht Dhup Nikli
To Sardar Ny Shukar Kiya Aur Dukaan Say
SURF Lenay Chala Gaya,
Jb Dukaan Mai Enter Hua To,
”Badal” Bohat Zor Say Garja,
Sardar Ne “BAADAL Ki Tarf Dekh Kr Kaha:
KIDHR??
Main Te Nimko Lain Aya Wan:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Fool Apney Bhai Se:
Tum Hamari Shadi Par Kya Khaas Kam Kry Ga?
Bhai: Hawai Firing To Sab Kartay Hain,
Hum Khud Kush Dhamaka Kary Ga...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Smartest thing Santa ever did...
He changed all his passwords to 'incorrect'...
So whenever he forgets, the computer will remind him,"Your password is ... incorrect"
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Khuda Ka Lakh Lakh Shukar Hai Ke Pakistan 13 August Ko Aazad Nahi Howa
Dost(Heran Hote Howe):
Kyon?
Pathan:Phir Hum 14 August Kaise Manatay
by Pak101.com (few years ago!)
Dr. 2 Pathan:
Agar Tum Rozana 3KM Walk Karoge To 1 Saal Me Tumhara 50KG Wazan Kam Ho Jaye Ga.
1 Saal Bad Pathan Ne Doctor Ko Call Ki Or Kaha:
O Doctor Wazan To Kam Ho Gaya Hai Magar 1 Bara Masla Ho Gaya Hai.
Doctor:
Ab Kia Ho Gaya Hai??
Pathan:
O Khana Kharab Ka Bacha Hum Apne Ghar Se 1095KM Door Nikal Aya Hai.;
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher: What Is The Difference
Between Landline & Mobile?
Sardar: Landline Par Number
Hum Ungli Se Dial Karte Han
Aur Mobile Par Anguthe Se
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)