Arrest kiun kia gaya hai?
Santa: Tumhe kyu arrest kiya gayaa hai?
banta: maine 50 rupaye ka chillar diya. isliye.
santa: usme kya galti hai?
banta: maine chillar mein do 25 rupaye ka note
diyaa tha :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 816 views
Similar Jokes
Define a True Music Lover?
A Girl singing in a Bathroom
While Taking Bath
and a Boy Near the Keyhole
is Using His Ears Not His Eyes.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 car se Popat takra ke behosh ho gaya. Admi popat ko ghar le gaya. Pinjre me rakha. phpat Uth ke bola: AILAA... JAIL ? wo driver Mar gaya kya ?
by Pak101.com (few years ago!)
CHHOTU - Sab log mujhe GOD samajhne lage hai
MOTU - Tuhe kaise pata?
CHHOTU - Aaj main park gaya to sab kehne lage - Oh god, yahan bhi pahunch gaye
by Pak101.com (few years ago!)
Husband Wife ki larai ho rahi thi,
Unka chota bacha b waha Betha Ta
.
Husband:tu Kutti
.
Wife:tu Kutta
,
,
Bacha masumiat se bola
or me “TOMI”
by A. Sami (few years ago!)
ek dost ne dosre se poocha .. yaar maine suna hai k jannat me humko hamari har pasandeeda chaze di jayengi. Dosre ne kaha.. Haaan phir pehlene pucha.. yaar mujhe ciggrette bahut pasand hai kya mujhe jannat me ciggrette mile ga..? Dosre ne kaha.. Haan milega magar ciggrette jalane keliye JAHANNUM jana padega.
by Muneeb Alam (few years ago!)
Santa: Bhai sahab time kya hua? Man: Sham k 6 baje hain! Santa: Sala, subah se pooch raha hoon, sab alag alag time bata rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Lady call in firebregade: Hello meray ghr mein aag lg gae hai
Admi: pani dalo
Lady: dala tha aag nhi bhuji
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Admi: fay mojaan kro asi keri pepsi sutni si :p
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:-Ganga, Jamuna,Saraswati or Kaveri, India kinadiyan hain, Pakistan ki nadiyon ke naam batao…....
Santa:-Rukhsana, Farzana, Rihana, Rizwana !!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
boy:what is ur name?
girl:kyun bataun? main tumhe jaanti bhi nai
boy: mat bata mai bhi kaunsa tujhe apni FERRARI mein baitha raha hoon
girl:anjali,B.com,2nd year,tution time 6-8pm
by Pak101.com (few years ago!)
Santa :Oye Kya Kr Raha Ho?
Banta : Is Baby Ki Aawaz Record Kr Raha Hun!
Santa :Kyun?
Banta : Wo Jab Bada Ho Jaega
Use Iska Matlab Puchunga
by Pak101.com (few years ago!)