Badnaseeb insaan
Us shakhs se ziyada bad naseeb kon hoga
jis ki MAGGI me se masala ka pack hi na nikle
by Sabir shah (few years ago!) / 845 views
Similar Jokes
Rekha- Pehle Mere Pati Bhaag-Bhaag Kar Meri Har
Farmaeesh Poori Karte They
Saheli- Aur Ab.?
Rekha- Ab Farmaeesh Sunte Hi Bhaag Jaate Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan 100 Ke Note Pe Likha
No Dial Kar Raha Tha
2nd Pathan:
Ye Tum Kya Kar Rahe Ho
1 Pathan :
Mai Dekh Raha Tha Ke
Quaid-E-Azam To Foat Ho Gae
To Unka Mobile Kis Ke Pass Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aik dafa do dost jungle main ja rahe the ke sher a gya ailk to darakht pr charh gya dosra lait gya or saans rok lia ye daikh kr shair us ke pass aya or kaan main kahan yahan zubaida apa ke totke nahi chalte
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan ki B.V bhaag gai 3 din baad wapis aaye:
Pathan ghusse se bola: Ab kya lene aayi ho?
Pathan ki BV boli:
"Main apne mobile ka charger bhool gai thi"
by Abdul Hannan (few years ago!)
A small boy is sent to bed by his father...
[Five minutes later]
"Da-ad..."
"What?"
"I'm thirsty. Can you bring me a drink of water?"
"No. You had your chance. Lights out."
[Five minutes later]
"Da-aaaad..."
"WHAT?"
"I'm THIRSTY...Can I have a drink of water??"
"I told you NO! If you ask again I'll have to spank you!!"
[Five minutes later]
"Daaaa-aaaAAAAD..."
"WHAT??!!"
"When you come in to spank me, can you bring me a drink of water?"
by Pak101.com (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.
Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.
Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
35 Sal Ki Lady Balcony Se Niche
Kachre Ke Dibbe Me Giri.
.
Ya Dekh Kay Santa Nay Kaha
Husband Zyada He Shokeen Lagta Hai
Werna Abhi 5 10 Saal Aur Chal Sakti Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Pandu Ji Se Puchta Hai: Yaar Tere Ghar Latrine Bani Hai?
Pandu: Haan, Kyu?
Santa: Aisi He, Mere Ghar To Kadi Chawal Bana Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Plz don"t read th
Plz don"t read this
Nahi to
ho jayega
Kya?
Arre wahi
jis se hum darte hai
?
?
?
wahi jo is umar me aksar ho jata hai
?
?
?
dekha ho gaya na
?
?
TIME WASTE!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aao! Aaj Hum Dono Wada Karen.
K Hum Zindagi Bhar Pyar Karengy. Hum Wafa Karengy.
Hum Muhabbat Karengy.
Sirf Aur Sirf Apni.
Pyari "AMMI JAAN" Se. :-)
by Pak101.com (few years ago!)