Boy vs girl
Boy:bus aur girl aik jaisi hoti hain aik jati hai dusri aa jati hai.
Girl:boy aur autoricksha 1 jaise hote hain aik bulao 4 aa jate hain.
by Sabir shah (few years ago!) / 856 views
Similar Jokes
Chaadar-E-Ishq Pey Taaza Lahu Key Cheentay Hain…
Hudood-E-Ishq Sey Aaagay Nikal Gaya Hai Koi…
Tak Dhina Din
Pogo :P :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
An Engineering Student to his Sweeper:
Brother: Mere Paas Degree hai,
Knowledge hai,
4 Logon Main Baithne ki izzat hai. Tere Paas Kya Hai?
Sweeper: Mere Paas Naukri Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik sabzi farosh kay han bachah paida hua. Parosi waghira dekhnay kay liye aaye huye the.
Aik khatoon nay pucha: bhayi saheb bacha kaisa hai?
Sabzi farosh nay kaha: bilkul taza hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
bivi: aj meri salgirah hai. mujhe ap kya tohfa dey gay.
shohar: wo samny siyah Car dekh rahi ho?
bivi: (herat aur Khushi se). Aap mujhy wo Car le ker de gay?
shohar: nahi, mein tmhein us rang ki poni le ker don ga.
by nadeem (few years ago!)
Young girl: Dadiji,Aap k zamaane me 10-10 bacche Q hote the ?
Old Lady: Beti Humaare time me bijali nhi thi.
Raat ko kon aya kon gaya malum nhi padta tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi behri jahaz main kain log safar kar rehy the achanak aik chota sa bacha samandar main ja gira, jahaz main halchal mach gai, thori der bad aik nojawan bachy ko good main liye samandar se nikal aya. logo ne is ki bahadari ki tareef ki.& & &
Nojawan bola:”who sab to thek hay magar ye batao, ke muje Dhaka kis ne diya tha.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Height oF Tension
Santa- 5min Me Exam Chorh K Jaane Laga.
.
Teacher-Kya Hua, Paper Nhi Aata.?
... ..
..
..
..
..
Santa- Woh Baat Nahi Hai, Mujhe Kal K Paper Ki Tyyari Karni hai
by Pak101.com (few years ago!)
1 BANIYA mrte time bola-Meri Biwi kaha hai.
Biwi-Mai yha hu.
MERA BETA? Ha papa
Or BETI? papa hm sb aapke pas hi hai.
TO Haramkhoro DUKAN PE Kaun Hai??
by Pak101.com (few years ago!)
Kareena ko ladka hua ekdam kala
Saif bola tu gori main gora ladka kaise kala
Kareena boli tu hot main hot jal gaya saala
by Mazhar Khan (few years ago!)