Santa ki Taang me Gehra Cut lag Gya

Santa ki Taang me Gehra Cut lag Gya Nurse-Is Me 10 Tanke Lgenge
S-Kitna kharcha hoga?
Nurse-3000

S-Tanka Lagwana He Karhai Nai Karwani

by Pak101.com (few years ago!) / 1045 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Hindi English main

STU:Sr sb log HINDI ENG. me bolte hai MATHS me
kyo ni bolte?
........
TCHR:Jyada 3 5 na kr
9 2 11 ho le
Ni to 4 5 dhr dunga to
6 k 36 dikhne lgenge.....

by Tanveer Hussain (few years ago!)
semester system

Santa ne apne 6 month k baby ki birthday party rakhi,
.
Kisine pucha: 6month k baby ka b'day kaise?
,
Santa: hum semester system ko follow karte hai.

by Mazhar Khan (few years ago!)
Height Of Facebook Addiction

Height Of Facebook Addiction:
A Boy’s Status: “I’m Online On Facebook During Lecture Hahaha :)”

Comment From His Professor: “Get Out Of The Class Now :p”
Dean Liked Comment! ;)

Friend Commented: “Jaldi Aa Yaar, Cafe Mein Fit Mahol Hai :d”

Gate Keeper Commented: “Saab, Pahle Idhar Aa Ke Apni Bike Lock Kar Do”

Mom Commented: “Nalaik Class Nahi Padhani To Sabzi Le Ke Seedha Ghar Wapas Aa”

Dad Commented: “Dekhlo Apne Bete Ki Harkatein”

Girl-friend Commented: “I Hate You, Kamine Mujhse Kaha Tha
Dadi Hospital Mein Hai Mil Nahi Sakta”

Dadi Commented: “Manhoos Tu Ghar Aa Batati Hoon Tujhe”

by Pak101.com (few years ago!)
School 7 bje...

Miss: Aaj Tum Late Q Aae?
School 7 baje Shuru Hota Hai Fir der Q Ki?
Kid:Miss,Aap Meri Itni Fikar mat kia karian..

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher. bijli kahan se ati hai

Teacher:bijli kahan se atti hei???
Student:mere mamu k ghar se!!!!!!!
Teacher:wo kase?!!!!!!!!!!!!
Stdnt:jab bijili jati ha tu papa kehty hen
''Salon ne phir bijli band kar di........'''''

by Tanveer Hussain (few years ago!)
GF kay paas jata

Sardar apne GF kay paas jata

Sardar apne GF kay paas jata aur baar baar gir jata. Jub who tesre dafa girra to us ke GF kehte sardar jee aap yeh kya ker rahe hain? Sardar kehta: I am falling in luv with you.

by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa: Mere Pass

Santa: Mere Pass Gaddi Hai, Banglow Hai, Paisa Hai.
Tumhare Paas Kya Hai?

Banta: Mere Pass Bhi Gaddi Hai, Banglow Hai, Paisa Hai.

.
.
.

Santa: To Saaley Apni Maa Kiske Paas Hai?

by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan vs angreez

Pakistani moli kha raha tha pas se angreez guzara us ka hath laga aur moli hath se gir gai.
Angreez:sorry
pakistani:sari chor me tujhe aadhi bi nai dun ga

by Sabir shah (few years ago!)
Jawani and Burhapa

Teacher: JAWANI owr BURHAPAY mai kia farq hota hai?
.
Student: JAWANI mai mobile mai HASEENO ke numbers hotay hai, owr BURHAPAY mai HAKEEMO ke

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Gf. chand kahan hai?

GF-Chand kahan hai? BF-Chand do hai, 1 tum aur
1 upar. After Marriage:Biwi- Chand kaha hai?
Pati-Andhi hai? wo upar kya tera Baap CFL jala k
baitha hai.:-|

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Wife: khane main kya banau?

Dhokha Nahin De Sakte

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

Bania’s son

Girl's Wish For Life Partner

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Boy and girl of class 2

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook