Jaali Note
Pthan Naqli note le kr surf lane shop
pe gya.
Shopkepr:
is me Quaid-e-Azam k sr pe Topi nhi
hai.
Pthan:
wo meli ho gai hai usi k liey to surf
leney aya hun.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 788 views
Similar Jokes
Ek dukhi girlfriend ne,
apne boyfrnd ke liye,
shayari likhi……………….
.
.
Phoolo ka raja,
Baharo ka shahzada…..
.
.
Dil tor kar chala gaya… .
.
.
.
.
KUTTA, KAMINA, HARAMZADA :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
THOUGHT OF THE DA
THOUGHT OF THE DAY
Sceince kehti hai pani boil KRNy se germs mar jatay hain..
science ko yeh to batao k germs ki LASHAIN tou pani mein hi rehti hain na
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Naman: Sir, mere ghar mein TV chodke baaki sabki chori hogayi hai Police: chor ne sirf TV kisliye chodaa hoga Naman: mujhe kya pataa sir main us samay TV mein serial dekh rahaa thaa
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu:miss gandhh g k sar pe baal kiun nai thay?
Miss:ye akalmand logon ki nishani hoti hai
pappu:tab hi larkiaon k itne lambe baal hote hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Nana patekar : jaldi se jawab bol. Sahi jawab tere
ko lakhpati bana dalega.galat jawab tere ko hijda
bana dega.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Rahul: How old are you Shobit?
Shobit: i'm 7 years old.
Rahul: You know what when I was in your age I was
also 7.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gadha 1: Yaar main jis dhobi ke ghar kaam karta hoon,wo mujhe bahut marta hai.
Gadha 2: Tu ghar chor kar bhaag kyo nahi jata.
Gadha 1: Kya batau yaar dhobi ki ek bahut koobsurat ladki hai, wo jab bhi shararat karti hai to dhobi kehta hai ki, teri shaadi is gadhe se kar dunga.Bas ye hi soch kar ruka hua hoon wahan par.
by Pak101.com (few years ago!)
3 sardar after exam
1st:Yaar mujhey kuch nahi ata tha
main paper khali chor aya hon.
2nd: Main bhi!
3rd:Shit yaar, teacher samjhe
gi hum ne cheating ki hay:p
by khalid hussain (few years ago!)
Baap: (Bachay Se)
Ravi Or Chanab Kahan Par Hain?
Bacha: (Ghabra Kar)
Ammi Jaan Se Pochain.
.
.
.
Wohi Chezain Idhar Udhar Rakh Deti Hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Najomi Boy ka hath daikh kar bola :
Baita Tum boht Parhogay
.
Boy: Saalay.. Parh tu mai 12 saal sai raha hon, yai batawo Pass kab honga ?
by hearthackervsgirls (few years ago!)