Cheel ko English main Kya
Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Banta : Eagle
Santa : Agar cheel bimar ho jaye to? Banta : Illeagal...
by Pak101.com (few years ago!) / 923 views
Similar Jokes
BOY: Abbu ye Nal Mein Paani Kahan Se Aata Hai?
FATHER: beta yahan jheel hai na. Wahan se aata hai
BOY: Abbu mujhe le k jao na wahan.
FATHER: Acha chalo.
Wo bete ko jheel k paas le jata hai aur bacha usse jheel mein phaink deta hai......
Phir bacha ghar puhanch k : Ammi Nal kholo abbu aa rahe hain
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi mai kuch sapny saja lena,
Dil mai kuch arman jaga lena,
Hum aap ki raahon se her dard chura lenge,
Jab chaho hum se Disprin
mangwa lena….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher-Batao A ke baad kya aata hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa kafi der sochne ke baad bola
.
.
.
.
.
.
.
.
"Kya Bolti Tu!":-:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apne Dost Se: “Aaj Ghar Jate Hi Biwi Ki Chaddi Utarunga.”
.
Dost: “Aaj Bade Mood Mein Lagte Ho?”
.
Santa: “Ghanta, Bahut Tight Hai Yaar, Subah Galti Se Biwi Ki Pehan Li Thi.
by Pak101.com (few years ago!)
BOY- CHALTE CHALTE YUNHI RUK JATA HOON MAIN
BAITHE BAITHE KAHI KHO JATA HOON MAIN KYA YEHI PYAR HAI
GIRL- NHI YE KAMZORI HAI SUBAH SHAAM GLUCOSE PIYA KARO.../
by Pak101.com (few years ago!)
A lady asked Santa: LIPTON di chah hai? Santa replied: Mainu ta nahi hai ji, tainu hai ta lipat ja...!
by zohaib (few years ago!)
Shaadi k turant baad pati k phone me Bibi ka naam:
My Life
mahine baad: My Wife
saal baad: Home
10 saal baad: Hitler
15 saal baad: WRONG NUMBE
by Pak101.com (few years ago!)
Manager: Sorry, but I can't give u a job. I don't have any more work.
Santa: That's all right, sir. In fact I'm just the right person in this case. You see, I won't ask you to give me work anyway!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa-ALLAH k Naam pe Kuch de do
Banta 100 ka Note Dikhate Hue Kya Tumhre Paas 50 he
Bhikari Khushi se
Ji ha
B:To Pehle wo Kharch kar
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU SCHEME Wali Bottle ka Dhakan
Baar Baar Khol K Dekh Raha Tha
MOLU- Kya Hua?
GOLU-Dhakkan Me Likha Hai "Try Again." :-)
by Pak101.com (few years ago!)