Mom Papa bahut sharif he
Son: Mom,Papa bahut sharif he
Mom: Wo kaise beta
Son: Papa jab bhi kisi ladkiko dekhte he to apni ek aankh bandh kar lete he
by Pak101.com (few years ago!) / 1059 views
Similar Jokes
Aj ke baat
Kisi ko uske uljhay hue baalo,
ganday or mailay kapro ki waja
se ghareeb na samjho.
Ho sakta hai wo Engineer ho or
uske papers ho rahay hon.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shehzada Saleem: Meray Ammi Our Abba Huzoor
Mujh Say Itni Mohabbat Krtay Thay,
K Poori Poori Raat Wo Dono Mujhay Sulanay K Liye Jaagtay Rehtay,
Laikin Main Phir Bhi Nahi Sota Tha…
Wazeer: Shehzada Hazoor,
Ap Ka Iqbal Buland Ho. Ap Ki Isi Bagherti Ki Waja Say Aap Iklotay Reh Gaye…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Qaid-e-Aazam Aur Allama Iqbal Main Kia Cheez Same Hai?
Pathan: Dono Chutti Wale Din Paida Howe
by Abdul Hannan (few years ago!)
1st beggar: arey, tum kyu us cinema poster ko aise gur rahe ho?
2nd beggar: main hee is cinema ka producer hoo
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan kahen jaraha tha raste me 2 arbi aik dosre ko galian de rahe the.
Pathan :qari sahib humen bi inhi duaon me yaad rakhna
by Sabir shah (few years ago!)
Dr. Santa and Engineer Banta loved same girl.
Er. Banta started giving an apple 2 d girl everyday.
Dr. Santa: Why?
Er. Banta: An apple a day keeps d doctor away!
by Pak101.com (few years ago!)
Mujrim (Phansi Par Charhney Se Pehlay)
Agar Maa Ki Baat Suni Hoti
To Aj Ye Din Na Dekhna Nasib Hota
Jallad: Kya Kehti Thi Tumhari Maa
Mujrim:
Jab Us Ki Bat Suni Hi Nahi To Kya Bataon
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bacha Ghar se Mar kha kar Ghussay mein school
ja raha tha ..
Raste mein kisi ne Pocha:
'Beta..
Student ho? Padte ho?'
Bacha:
"Nhi Kanjar hun,
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek baat hamesa yaad
rakhna..
2 cheeje kismat walo ko milti Hai..
.
1) Samose ke sath extra chatni...
Aur
2) without boyfriend wali acchi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
In India,parents:study well my child or you wont
get a job!
in USA:parents:study well my child or an INDIAN
will grab ur job!
by Tanveer Hussain (few years ago!)