Kabristaan Me Smoking
Santa Qabristan Me Charas Pi Raha Tha
Police=Kya Kar Rahe Ho ?
Santa=Abbu K Liye Dua,
Police=Ye To Bachche Ki Qabr Hai
Santa=Abbu Bachpan Me Hi Mar Gaye The.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1701 views
Similar Jokes
HEIGHT OF SHARP MIND
Intrviewr Said:
I Shall Either Ask U 10 Easy Questn
Or One Difficult Questn.
Think Well Before U Make Up Ur Mind
Boy Said:
My Choice Is 1 Difficult Questn
by Abdul Sami (few years ago!)
Tony: Boss Maine Galati Nhi Kiya.
Fir B Aap Muje Saza Q De Rahe ho?
Ajit: Idiot,Zamana Pre-Paid Ka Hai
Pahle Saza Bhugato,Baad Me Galti karo..
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:- Jaanu Humare Pyaar Ke Bare Me Kisi Ko
Mat Batana…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl:- Tumhari Bahen Ko
To Zaroor Bataungi.
Kehti Thi Koi “Kutta” Hi Hoga Jo Tujhse Pyaar Karega..:p:p
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
When asked, "What is a contingent fee?" a lawyer answered, "A contingent fee to a lawyer means, if I don't win your suit, I get nothing. If I do win it, you get nothing."
by Pak101.com (few years ago!)
Petrol pump se 2 KM door Aik fauji garri ka petrol khatam ho gaya 2nd seat per major sb bethe thay
Dvr ne major sb ko bataya k petrol pump tak dhakka lagana parrey ga,
sab nechey utre aur dhaka lagana shuru kar dia aur kaafi
dair k baad petrol pump per pohunch gaye.
kuch jawan thak k behosh ho gaye.
Pappu Dvr ne petrol dalwana shuru kia to major sb ne kaha ke pechhey jo drum hay us me bhi dalwa lo .
Pappu Dvr ne jawab dia “sir wo tu full hay ,
Emergency k lye rakha hua ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Banta: Oye, tu to Doctor ke paas jaane waala tha, kya hua?
Santa: Yaar kal jaaonga, aaj thodi tabiyat kharab hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Santa: Kaam wali shanti ko bulao.!
Wife: Kyun?
Santa: Doctor ne kaha hai, raat mein dawa khane
ke baad shanti ke saath so jaana.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur use samjhaya ki kisi ke naam lene se pehle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola: sahabji sahabji kutteji ne murgiji ko pakar liya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Tanveer Hussain (few years ago!)