Really Girls are very Smart..
Really Girls are very Smart...=P
.
Girl: Apple ka Rate kya hai?
.
Applewala: 100 Rs ke 10,
.
Girl: kuch kam karo na plz..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Applwala: Acha aap 80 ke 8 lelo
.
.
.
.
.
.
Girl: Thanku,
dedo...
ye huyi na Baat... :p =D
by Mazhar Khan (few years ago!) / 712 views
Similar Jokes
Judge:tumahara juram sabit ho chuka hai kal tumen phansi pe latkaya jae ga.
Sardar:wo to mujhe pata hai par utara kb jae ga sham ko hum mongphali bechta hai.
by Sabir shah (few years ago!)
changu- yaar mangu bahut der se neend nahi aa rahi hai.
mangu- koi baat nahi tu uska wait mat kar aur so ja.
by Pak101.com (few years ago!)
Munna bhai: Abe circuite bata, agar bina dato ka
kutta kate to kya karne ka?
Circuite: simple he na bhai, bole to bina sui k 14
injection lagane ka.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
apan mein 2 dost thy.
1 ka nam tha “jo” aur dosry ka nam tha “wo”
aik din “jo” k pass jin aa giya “jo” ny dar kar “wo” ko awaz di
“wo” bhag kar aaya to jin ko deikh kar “wo” ka intaqal ho giya,
.
bas usi din sy hi kehty hain…
.
;
.
;
.
;
.
;
.
.
;
.
“JO” DAR GAYA,
“WO” MAR GAYA”
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Ki Wife Ka Rang kala Tha
1din biwi ne Orange Saari pehnkar Pucha
Mai Kaisi Dikh rahi Hu?
.
.
.
Santa: jaise koile ki
factory Me Aag lag Gai ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Kareena ko ladka hua ekdam kala
Saif bola tu gori main gora ladka kaise kala
Kareena boli tu hot main hot jal gaya saala
by Mazhar Khan (few years ago!)
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
American : "our dogs find bombs"
Japanese : "our fish play footballs"
Pakistanis : "ye to kuch bhi nahi hamaray to
gadhay bhi sms parh laitay hain"...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Height Of Shakkk:
PATI:Mai Tumhare Sath 100 Saal Rahunga Or Pyar Krunga
Biwi: Uske Baaad Kahan Moo
Marne Ka Irada He?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrella me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
by Abdul Hannan (few years ago!)