Aaj subah NEWSPAPER me
Aaj subah NEWSPAPER me
padha ki, dosto ko SMS bhejne
me sabse jyada time waste hota hai.. TO AAJ SE
.
.
.
.
.
..
.
.
.
.
"NEWSPAPER" BANDH ......saala
dosto par ungli uthata hai..:p
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1205 views
Similar Jokes
Common Sense
Pathan aur Sardar paani peenay gai, glass ulta para hua tha
Sardar: Khan Sahab iska to moo hi band hai.
Pathan: Haan yar yeh to neechay se b toota hua hai…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek sarder ne air-hostess se kaha, Aapki shakal meri biwi
se bahut milti hai
Air-hostess ne ye sunte hi zordaar thappad uske muh pe mara
Sardar foran bola : Aadat bhi bahut milti hai
by Pak101.com (few years ago!)
MAKKHAN- Tumhari gaadi kaisi condition me hai??
DHAKKAN- Horn k alawa sab cheez aawaz karti
hain!! :-|
by Tanveer Hussain (few years ago!)
This Poem Is For All Students..
Kaali kaali khaali raato se hone lagi
Hai dostiiii…
.
.
Khoya khoya in Kitabo me, Aata mujhe, kuch bhi
nahi..
.
.
Har Problem har Concept main kaise sehta hu….
.
.
Har pal har lamha main khud se ye kehta rehta hu..
.
.
Tujhe bhula diya…
Tujhe bhula diya…
.
.
phir kyun tere syllabus ne mujhe
Rula diya.. Mujhe rula diyaa..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Biwi neend me zorse
chillai: Jaldi utho,
mere PATI Aa gaye
SANTA utha,
khidki se kud gaya,
Tang tut gayi, Fir khyal Aaya sala
mein hi to uska pati
hu!!
by Pak101.com (few years ago!)
Interviewer : What is the reason to change the job?
Funny Engineer : My previous company address was changed, and they forgot to give me the address.
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa hai
by Pak101.com (few years ago!)
Main bv me zabrdasat larai k bad bv dua mangti hai:ya Allah agr qasoor in ka hai to in ko maar de aur agr qasoor mera hai to mujhe bewaaah kar de
by Sabir shah (few years ago!)
Banta: If I Die What’ll You Do?
Santa: I May Also Die.
Banta: Why?
Santa: Some Time Too Much Of Happiness Can Also Kill A Man.
by Pak101.com (few years ago!)
Lebrary me bahut khamoshi thi k achanak se aik punjabi ne zoor se paad maar dia
teacher:ye kia hai?
Punjabi:khamoshi ka bycot
by Sabir shah (few years ago!)