Dekho yaar?
ekho yaar?
kisi ne bilkul khali msg bheja he.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 752 views
Similar Jokes
Ek ladki match dekhne gayi,
lips par india ke tirange ka rang laga tha,
ek ladka aaya kiss kar gaya or bola
I LOVE MY INDIA :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Fact of Classroom
Jab professor tumhe Class se baher nikal de TO SAMAJH LO K TARAQQI KAR RAHE HO
....
.
He might b afraid dat u know more than him
B +ve.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ka beta paida howa to pathan dekh kar ro raha tha
kisi ne pocha q ro rahe ho? Pathan :10 sal bad bacha paida howa aur wo bi chota sa
by Ramzankhan (few years ago!)
Ek adami santa se 1 Kg laddu lene aata hai
Adam: Isme to chinti hai
Santa: Aap naaraj na ho, aapko laddo pure 1 Kg dunga, chinti jitana weight extra de dunga
by Pak101.com (few years ago!)
Facebook user Boy:Baba mere FACEBOOK PAGE par LIKE or COMMENT nahi aate
Nirmal Baba:FB last time kab khola tha Boy:Baba kal
khola tha Nirmal Baba:1 din mai kitni bar FACEBOOK kholte hoo.
Boy:2-3 baar
Nirmal Baba:Browser kon sa USE karte hoo..
Boy:Baba "OPERA"
Nirmal baba:Bas yahi se kirpa ruki hai, jao or PASSWORD badal kar account ko"GOOGLE CHROME se kholo..Kirpa aani shuru ho jaayegi.
by Pak101.com (few years ago!)
Din Aate Hai, Din Jate Hai
Kuch Lamhe Aap K Bin Guzar Nahi Pate Hai
Inhi Lamho Ko Samet K Dekhu To
Aap Jaise Nalayak Dost Bahot Yaad Aate Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Bhagwan pe gussa kab aata hai?
Jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye, aur uski maa kahe
Hey bhagwan ye tune kya kiya !!
by Pak101.com (few years ago!)
Motorway police:KHAN ap 180 Kì speedsy kyn ja rahy ho
KHAN:Tm logn ny he to side walyboard pe likha hy:YAD RAKHN GHR PE KOI AP KA INTIZR KR RHA HY ;->
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mela laga hua tha. Ek akhbaar wala akhbar bech raha tha laikin bik nahi rahey they. Us ney socha key aisee zabardast khabar parhi jaey key log us ki taraf mutawajja ho jayein.
Us ney ek khaufnaak khabar ka eilaan shuru ker diya, “The dam has broken”
Meley mein bhagdar mach gyee, log sar pe paon rakh ker bhagey.
Police waley barey pareshan huey, jab unhein pata chala key hua kia hey to unhon ney loudspeaker sey eilaan kiya, “The dam has not broken”
Logon mein aur afratafi mach gyee, kyunkey un ka khayal tha key police deny ker rahee hey to khabar sach hi ho gi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Munna bhai -Mamu, tu kitna pada hai? Mamu -B.a.
Munna bhai -Sala, two akshar pada aur woh bhi ulta?
by Pak101.com (few years ago!)