Father to son
Father to son: How did you write your exam?
Son: They had asked questions which I didn't know, so I wrote answer which they will not know
by Mazhar Khan (few years ago!) / 834 views
Similar Jokes
Koi Bhi Cream Lagane Se Kuch Nahi Hota. Sunder Banna Hai To Khoob Rootho,
Because.
Koi Hasina Jab Rooth Jati Hai,
To Aur Bhi HASEEN Ho Jati Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Wakeel:talaaq karwane k 10 hazar rupee lon ga
husband:pagal ho gae ho 1 hazar me shadi karwai thi
wakeel:dekh liya hai na saste kam ka anjam
by Sabir shah (few years ago!)
Kisi behri jahaz main kain log safar kar rehy the
achanak aik chota sa bacha samandar main ja gira,
jahaz main halchal mach gai, thori der bad aik
nojawan bachy ko good main liye samandar se nikal
aya. logo ne is ki bahadari ki tareef ki.& & &
Nojawan bola:”who sab to thek hay magar ye batao,
ke muje Dhaka kis ne diya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 SARDAR Or American Siri Paye Kha Rahe Thay.
American K Hath Me Bakray Ki Zaban Agai.
American: Wats This?
SARDAR: Lo Dasso
O Khotaiya “This Is Language”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne jalate hue makan se 6 logo ko apani jaan pe khelkar Bahar Nikala
Fir bhi usako jail ho gayi
Kyu
kyu
ki wo sab Firebrigade wale the
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boss nokar se: tum kisi kaam se jate ho to 2,3
ghantay tak wapis q nh aate
nokar: aap ne hi to kya tha k bijli k tarha jao or
bijli ke tarha aao
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Log ap ko bura kahe D0NT MIND
Pagal kahe gussa na hona
Jahil kahe to b cool rahna
Lekin agar khobsurat kahe to
rakh k chamat marna Q k mazaq ki b 1 had hoti ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Biwi (shohar se): Mai ghar chor kar ja rahi hun.
Shohar(ghusse se): Jaan choro.
Biwi: Yeh aap ki Jaan kehne ki aadat bhi naa mujhe hamesha rok leti hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Molvi pathan se: sana aati hai?
Pathan :sana to nahein aati par us ki choti behn saba aati hai.
by Ramzankhan (few years ago!)
Ek Andha Police Me Bharti Hone Ke Liye Gaya.
Officer Ne Pucha "Tumhe Hum Kis Liye Rakhe.?"
Andhe Ne Fauran Jawaab Diya "Andha-Dhund Firing Ke Liye."
by Pak101.com (few years ago!)