Cross Kr lo Gy
1.Chunti Hathi K OOpr Beth Kr Ja Rhi tHi
Rasty Me Kacha Pull aaGya
Usko Dekh K Chunti Boli..
.
.
.
.
.
.
.
Janu Cross Kr lo Gy Ya Utron;)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 858 views
Similar Jokes
Aik bache ne “Mother Tongue” kay bare mazmoon likhna thaa. Bache ko samajh nahain aaa reha thaa kya likhe. Bache ka baap kehta “bohat lambe hai” likh do.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Pathano Ki Laraai Hui..
1st Pathan:
Agar Tu Ny Apny Baap Ka
Doodh Piya hai To Mujhy
Maar Ker Dikha..
2nd Pathan: Oye Khochaa,
Baap ka Doodh Nahi Hota Hai..
1st Pathan: Hota Hai..
Hum Ny Kal Dukan Per Ja Ker
Milk Pak Ka Dabba Uthaya To
Dukandaar Ny Kaha,
"Wapas Rakh, Tere Baap Ka Doodh Hai.??" ;-p :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baap apni beti se: beti tum nd kbi koi aisa kaam kya h js se mera sir ooncha hua ho?
Beti: yad karen papa ek bar maine apke sir k neche 3 takiye rakhy thy
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yar muje Major Rohail ne social work krne Pr
bohat mara.
Batna: Social Work?
Santa: Han, me ne qabristan k gate pr Welcome ka
board lagaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sonu-Tune Uss Ladki K Liye Cigratte Chhodi
Monu-Ha
Sonu-Daru
Monu-Ha
Sönu-To Shadi Q Nahi Ki
Monu-Itna Sudhar Gaya Tha Ki
Uss Se B Achi Mil Gayi..
by Pak101.com (few years ago!)
Socho…!
Hum Har Roz kitne Fazool SmS karte Hain..?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj 1 Aur Sahi ;-) :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Bacha Girl ko Kiss Karte Hue
Ek bacha girl ko kiss karte hue dekh leta hai.
Bacha: mujhe bhi karne do Warna main apke papa ko bata dunga.
Ladki: Le yaar tu bhi karle, Bacha kafi try karta hai, Par wo height me kam reh jata ,
Baccha pareshan ho kar.
Bhaar mein gayi duniyadari
Jo kam galat hai.. Wo galat hai.. Main to bataunga!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Ki Chappal Kisi Ne Churali,
Wo Seedha Qabristan Pohoncha
Aur Wahan Beth K Kehne Laga.
Khocha Hum Se Bach K Kahan
Jaega Eik Na Eik Din To Yahan Ayega.
by Pak101.com (few years ago!)
Japan mein 2 dost thy.
1 ka nam tha “jo” aur dosry ka nam tha “wo”
aik din “jo” k pass jin aa giya “jo” ny dar kar “wo” ko awaz di
“wo” bhag kar aaya to jin ko deikh kar “wo” ka intaqal ho giya,
.
bas usi din sy hi kehty hain…
.
;
.
;
.
;
.
;
.
.
;
.
“JO” DAR GAYA,
“WO” MAR GAYA”
by Hassaan Chohan (few years ago!)
Wife Ne Pati Se Gale Lagkar Poocha, Main Kaisi Lag Rahi Hoon.
Husband Ne Jawab Diye, Tumne Bhagwan Shankar Ke Gale Main Saanp Dekha Hain Na, Waisi Lag Rahi Ho
by Pak101.com (few years ago!)