Samajne ki kosish kro
Samajne ki kosish kro muje tang N kro Akela chor do Rat tmhari waja se so nhi ska Mat khelo mri zindgi se
GOLU hath jor k machar se kh rha tha
by Pak101.com (few years ago!) / 694 views
Similar Jokes
Polio team darwazay pe ai
Pathan: begum Bandooq or kartoos kahan hen.
Polio team bhagi
Pathan ne awaz di: Ruko ye humare bachon k naam hen
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi k Dosre Din Baiti apni maa Se: Aaj mairi Unse Larayi Hogayi .
Maa: Baita Shadi mai Jhagry tu Hotay Rehty hain, koi baat nahi .
Baiti: Wo tu Theek hai Par Ab Laash ka kia karain?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa in aptitude test:
River Kaveri is in which state?
Santa: Liquid State. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Friend Se: Aaj Raat Mein Nahi Soun Ga. Friend: Kyon?
Sardar: Khwaab Mein Pathan Se Larai Ho Gayi Hai.
Friend: To Kya Hua??
Sardar: Aaj Woh Bandy Le Kar Aye Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Kch Log Dozaak Main Aaram Se Soo Rhe The
Farishte Ne 2usre Se Puchaa Yeah Dozak
Mein Be Soye Huway Hain?
Dusre Nay Kaha
Yea Pakistan Say Aye Hen
Garmi AOr Loadsheding Kay Adi Hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Har khushi teri taraf mod dun,
tere lye chand tare tak tor dun,
khushiun k darwaze tere lye khol dun,
itna kafi hai ya 2,4 jhoot aur bi bol dun
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar’s wife: It has become so late but Sardar ji has not
come yet. It must be some kind of affair.
Sardar’s mother: Can’t you think good?
May he got some accident.
by Pak101.com (few years ago!)
Dil diya tha MOHABBT ki nishani samajh kar,
Wo kha gaya use BIRYANI samajh kar.
Khoon-e-jiger B na chora zalim ne,
Wo B pi gaya LIMON PANI samajh kar.
by Asim Raza (few years ago!)
3 Chehray Insan ko kabhi nahi bhooltay..
Ek Mushkil mein sath dene wala,
Doosra Mushkil main sath chor janay wala,
Teesra
"Misbah-ul-Haq"
jo mushkil mein na sath deta hy aur na sath chorta hy.. :)
by lescol (few years ago!)
Pathan Khudkushi kar raha tha,
Kisi ne kaha aisa kyon kar rahe ho?
Pathan: Hamara bivi hamare dost k sath bhag gai hai.
Or hum apna dost k baghair ji nahi sakta...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)