Tum 1baar me kitne
Pappu: Tum 1baar me kitne admi utha sakte ho,
PAHALWAN: kamse kam 10
.
.
... .
.
.
.
.
.
Pappu: bas,
Tumse acha to mera murga hai, jo subah pure
mohlle ko utha deta hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 608 views
Similar Jokes
Pita- “Dekho Beta, Tum Kabhi Shaadi Na Karna, Yah Baad Me
Bahut Badi Musibat Paida Kar Deti Hai” Beta- “Haan Pitaji, Mai Kabhi
Shaadi Nahi Karunga Aur Yahi Shiksha Apne Bete Ko Bhi Dunga
by Pak101.com (few years ago!)
Dost tere girl friend ka phone aya tha
Keh reahe the koi pathar se na mare meray dewane ko
Bomb ka zamana hay ura do sale ko
by Mazhar Khan (few years ago!)
Circuit -Aye mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya? Mamu -Nehin.
Circuit -To kha ke dekh le, pata chal jayega.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:main aur meri girlfriend shaadi kar rahe
hain.
BANTA: wow kab?
SANTA: meri 7 dec ko aur uski 13 jan ko.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar To His Frend:
Yar Meri Bv Pani Se Bohat
Darti Hai
Friend: Acha Wo Kese?
Sardar:Kal Main Ghar Gaya To Wo
Bathtube Main B Securityguard K Sath Bethi Hui Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Qatil Try Karo Ke Umar Qaid Ho
Qatil: Try Karo Ke Umar Qaid Ho Jaye
Magar Saza-E-Mot Na Ho,
.
.
Pathan Lawyer: Tum Fikar Mat Karo,
.
After Case
Qatil: Kya Howa?
Pathan: Bahut Mushkil Se Umar Qaid Howi,
Warna Adalat Tu Reha Kar Rahi Thi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boy- I Love you.
.
.
Girl- I’m engaged with
someone
and i have a boyfriend
& i also have 2 serious afairs.
.
.
Boy(after long thinking)
“DEKH LE KUCH ADJUST HO SAKE TOH
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pahli ladki:- maine faisla kiya hai jab tak main 25 saal ki nahin ho jaati main shaadi nahin karungi.
Doosri ladki:-aur maine faisla kiya hai jab tak main shaadi nahin kar leti 25 ki nahin houngi.
by Pak101.com (few years ago!)
Chhota bacha dukandar se : uncle
gora karne wali cream hai ?
Dukandar : haan hai beta.
Bacha : to saaley lagata kyu nahi.
main roz dar jata hu ....: P :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
girl-Mujhe ek aisa husbend chahiye jo achi achi
baten kre hansi mazaq kre or raton ko muje songs
sunaye
sam-tussi husbend chaddlo FM radio le lo
by Tanveer Hussain (few years ago!)