Aisi Biwi Qismat Walon Ko Milti Hai
Husband: Judge Sahab Mujhe DIVORCE Chahiye,
Meri Biwi Ne 1 Saal Se mujh Se Baat Nahi Ki,
Judge: Phir Soch Lo,
Aisi Biwi Qismat Walon Ko Milti Hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1429 views
Similar Jokes
Logo ko pyaar pata nai kese
mil jata hai humein to samose
key saath chatni bhi ni milti :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 yehi baat mujhy chain
se sony nahi deti.
“DOST”
K
pakistan bhar ki auraton
ko
Aetemad ariel par Q hy.
(,”)/’hum mar
<\/ gya hen
_/\_ kya??
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bank Lootne Ke Baad Daku Clerk Se,
Daku: “Tumne Mujhe Dekha?”
Clerk: Haan”
Daku: “Shoot Him”
Phir Cashier Se Pucha,
Daku: “Aur Tumne?”
Cashier: “Haan Dekha”
Daku: “Shoot Him”
Phir Usne Santa Se Pucha,
Daku: “Aur Tumne Dekha?”
Santa: “Nahi, Maine Nahi Dekha, Par Meri Biwi Ne Dekha Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
A Child had Never Seen His Hips before.
1 Day His Teacher Hit Him Hard On His Hips.
He Came To Home & Saw In Mirror & Said Kamini ne 2 tukray hi kar die!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek purani adakara ek qasbey mein gyee to log us key gird jama ho gyey. Woh khushi key aalam mein boli, “Aaj 35 saal ki umer mein bhee utni hi maqbool hoon jitni 15 saal ki umer mein thee”
Abhee woh khamosh hui hi thee key ek nojawan bol para, “Kia waqai aap ki umer 35 saal hey?”
“Beshak!” adakara ney jawab diya
“Aap ko apni woh film to yaad hi ho gi jis mein aap ney ek bewa ka role kiya tha, or woh bacha bhee yaad ho ga jis ko us film mein loriyaan suna suna ker sulaya kerti theen”, nojawan ney poocha.
“Haan haan, bilkul yaad hey, aisey lagta hey jaisey kal ki baat ho” adakara boli.
“Mein wohi bacha hoon, or meri umer 35 saal hey”, nojawan ney sanjeedgi sey jawab diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Angry boss: tumne kabhi ullu dekha hai? Executive (sar jhukate hue): nahin sir.
Boss: niche kya dekh rahe ho ? Meri taraf dekho
by Pak101.com (few years ago!)
A Pathan teacher gives dictation test to students,
Last bench students:
We are not able to hear you SIR,
Pathan : "OK I'LL WRITE ON THE BOARD .,..,..,..,!
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu & Ladki standing on the bus stop:
Pappu to ladki: nice lipistic
ladki : thanks
Pappu : nice top & jeans
ladki : thanks
.
Pappu : nice ear-ring
ladki : thanks
.
Pappu : nice neckless .
Ladki : Aawwwwwwwwww thank u so much
BHAIYA:))
.
Pappu: kamaal hai fir bhi bilkul chudel lag rahi hai...
Pappu rocked.....girl shoked...
by Pak101.com (few years ago!)
Jailor-Tum Kis Jurm Me Aye Ho?
Santa-Bas kuch khaas nahi jailor saab,Sarkar Se Competition Ho Gaya Tha
J- Kis Baat Ka?
S- Note Chhapne Ka.
by Pak101.com (few years ago!)
1st moti aourt 2nd se:ap ko kabi apne mote hone ka ahsas hoya?
2nd:han jb dhobi ne ye kah kar kapre wapas kar diye k hum tabnu nai dhote
by Sabir shah (few years ago!)