kutty koleta hua dekha.
Aik sardar ny raod py khari car ke nichay kutty ko
leta hua dekha.
To kutty ko dum say khaincha our bola,
Baar nikal waada aya tu engineer!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 919 views
Similar Jokes
Pathan;
Amma kya Tum Ne Hum ko Paida Hone Se Pehle Dekha Tha?
Amma: Nahi To
Pathan:
To Phir Paida Hone k Baad Hum ko Pehchana kaise k Me Gul Khan hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Batao aisa kiya karen k Saanp bhi marr jaye aur Laathi bhi na tutay ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pathan : watty maaroo watty :-p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gaye ho.
Santa: Tum bhi toh kitni moti ho gayi ho,
Wife: Main toh maa banne wali hoon!
Santa: Main bhi toh baap banne wala hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Kaam wali shanti ko bulao.!
Wife: Kyun?
Santa: Doctor ne kaha hai, raat mein dawa khane ke baad shanti ke saath so jaana.
by Pak101.com (few years ago!)
Heena Ki Maa Ne Ladke Ki Maa Se Kaha, Gaane Main Badi Daksh Hain Meri Beti, Unche Swar Main Gaati hai.Ladke Ki Ma Se Kaha Tab To Sahi Jodi hain mera Beta Bhi Bahut uncha Sunta hain.”
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: tumne us aadmi ko aisa kyu maara?
Banta: usne mujhe poocha ke "Khaana khaaye kya"?
Santa: arey, bhala hi poocha hai na. phir kyu maara?
Banta: main toilet mein baita tha
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Bachpan vich maan di gal suni hondi te aj a din na vekhna painda.
Wakeel:
Kya kehti thi tumhari maan?
Sardar:
Anni deya jadon gal e nien suni tey fer dasaan ki.
by Razzi (few years ago!)
Sonay k baad bi us k hath ka angutha hilta raha
faraz
us ko 15 rupee me 1000 sms karne ki adat ho gai thi
by Sabir shah (few years ago!)
1 Admi ne Hotal k Room mai Computer dekha to socha k BV ko Mail kr doon.
Jaaldi mai mail Ghalat Address pr Send hogaee.
Jis Orat ko Mail maili us k Shohar ka 2 din pehly inteqal hua tha.
Mail Parhty hi Orat Behosh hogaee,Likha tha Begum Me Kheriyat se Pohunch Gya hoon Idhar Net b Mojud he,Jaga Choti Pr Shandaar Hai,Thandi Thandi Hawa Jannat Ka Maza Deti Hai.Dhool Matti Nhi Hai,Mene Jo White Kaprre Pehne Thy Wo Ab Tk White Hian,Kal Hi Tumhy B Blwa Lon Ga
by Muddassar Khan (few years ago!)
Police: Park me aise Q baithe ho?
Srdar: Hm dono sadi-suda hain!
Police: To Ghar me baitho
Srdar:nhi baith sakte na Q K
iska Pati or meri Biwi nhi Manegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)