Jab rishte walay ap ko daikhnay ayain
Jab rishte walay ap ko daikhnay ayain to apny moun
per Meezan oil lagain.
Kyun K. Her cheez
Meezan main achi lagti hay.!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 984 views
Similar Jokes
son: abba, idhe aa jaa
father: beta aise nahi bulatey....izzat se bulatey hain...
son: abba chal izzat se idher aa jaa
by Pak101.com (few years ago!)
teacher- is muhawre ko samjhao
"kiya karaye par pani firna"
student-very simple
jese hi mene toilet ka flush chalaya, mere kiye karaye par pani fir gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Har kisi pe aitbar karna chod do
Wah Wah
Har kisi pe aitbar karna chod do
ACP says: Daya Darwaza tod do
by Pak101.com (few years ago!)
16. Santa n Banta were watching a cricket match.
When Dhoni hits a boundary.
Banta: Kya Goal mara.
Santa: Raha Na bewakoof ka bewakoof, Goal is mein nahin cricket mein hota hai
by Pak101.com (few years ago!)
Kanjoos ki bv ne cal ki :me jahaz me hu wo kharab ho gaya or girne wala hai
kanjos:tu 1 kam kar jaldi se apna balance mere number pe shar kar.
by Sabir shah (few years ago!)
Pakistan k logon ne agr
insaaniyat ki koi khidmat ki he
to sab se bari khidmat dusron
ko ye bata kar ki he k . BHAI
STAND OPER KAR LO :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Zindagaai Taanha Tanha Thee
Mera Koi Acha Doxt Nahi Thaa
Lekin Phir Tum Milgaye
Toh Mujhe Ehxaas Huwa K
Akele Hi Sukoon Tha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bivi ne husband k gaal pe thapar mar k machar mar dia
Husband guse se: kiun mara
Bivi:me nai chahti mere hote howi koi ap ka khon pye
by Sabir shah (few years ago!)
Manager: hamaare bank mein hum aapko binaa interest ke loan denge.
customer: arey, jab dena hai to thoda haste haste dona. agar dene mein interest nahi hai, to mat do
by Pak101.com (few years ago!)
Qurbani k din bv shohar se:ap janwar kab lao ge?
Shohar:begam mujhe hi zibah kar lo
bv:gadho ki kamai halal hai magr qurbani haram hai.
by Sabir shah (few years ago!)