Usko paane ke liye mein
Usko paane ke liye mein bhagvaan se bhi lad leta!.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
par phir maine socha,
.
.
.
.
.
Exams ka time hai!
Bhagvaan se panga thik nahi!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 820 views
Similar Jokes
santa class me gadha lekar aaya,
teacher kyu lekar aaye ho,
sir aapne hi kaha tha ki aap gadhe ko bhi inssan bana dete hai...
by Pak101.com (few years ago!)
PREMIKA- aaj tumne bahut acha bhashan diya..
NETA PREMI- saare sunne wale gadhe the..
PREMIKA- tabhi tum baar baar keh rhe the mere pyaare bhaiyo, pyaare bhaiyo
by Pak101.com (few years ago!)
Chaiwala: Bholi si surat,Aankho me masti, Door khadi sharmaye, Hai Hai.
Ladki: Kali si surat,Hatho me kitli, Door khada chillaye chai chai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar- Shirt ke liye kapda dikhaiyeSalesman-plain me dikhau?Sardar- nahi, Helicopter me dikha haramkhor..Bandar ki aulad..Sardar dekha ni ki mazak shuru;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Bhai sahab 1 kala bulb dena.
Storekeeper: Aap kaley bulb ka kia karainge?
Pathan: Dopaher me soney k liye andhera karna hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan ka matlab kia?
BOMB DHAMAKAY OR AGHWA!
yeh tera pakistan hai yeh mera pakistan hai
yeh os ka pakistan hai jo sardar-e-pakistan hai
log kehtay hein k pakistan Zinda Baad!
hum kehtay hai......
pakistan se Zinda Bhaag
by Abdul Sami (few years ago!)
Teacher to Pathan: Tum ne home-work kion nahi kia?
.
.
Pathan: Sir hum hostel mai rehta hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Train mein ik mosquito Funny Chinese ke sir pe aa baitha. Vo us ko pakar ke kha gaya.
Fir ik matchar Bania pe baitha. Us ne pakar ke Chinese ko poocha khareedoge kya
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari Pathan Se: Mujhy Khaany ko Kuch Mil Sakta hai.
Pathan: Kal Ki Roti Kha lo Gay?
Bhikari: G Han.
Pathan: Acha to Phir Kal Time Se Aa Jana
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)