Dost ke bewafai
Kabhi kehta tha dost mera ke
“Jaan bi maango to hazir hay ”
Aaj apni Biwi ko jan ketha hay
Aur maangta ho tu galiyann deta hai …!
Matlabi saala……
by Mazhar Khan (few years ago!) / 825 views
Similar Jokes
Ustaad: Sab se ziada nasha kis cheez mei hota hai?
Shagird: Taleem me...
Ustaad: Wo kaisy
Shagird: Janab,
.
.
.
.
Kitaben kholte he neend aa jati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: Mjhe bemari hai. Na khaoon tu bhook lagti
hai,
Na soo tu Neend aati hai, Ziada kaam kr k thak jaata
hoon.
Doctor: Saari Raat Dhoop mai betho Theek hojaogay.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi bakriyan chara raha tha
.
Pathan: Yai bakriyan kahan le Ja rahe ho?
.
Admi (gussey se): Enhain School chorny Ja raha hon
.
Pathan: Mujhe Pagal samjha hai? Aaj tu etwaar hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa ko 500 or 50 Note Chaapne ka tender Mila.
Kanjoos Santa Ne kagaz bachane k liye Ek Taraf 500
or Dusri traf 50 ka Note Chhap Diye
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Kee Gal hai Sante. Akelle kelle samosey kha reyan
Santa : Nahin yaarr, Chutney De Naal.
by Pak101.com (few years ago!)
Life while doing m.b.b.s
1sr yr: yahoo i’m in Medical college
2nd yr: kahan phans Gaya? Help me
3rd yd: severe Migraine, sometimes Pagalpan bhi
4th yr: aah soon it’ll b over
5th yr: finaly it’ll b over job : i love myself
W8 a min ! Something is missing
Ohhh !!! Meri “jawani”:(
by Pak101.com (few years ago!)
During The Match,
Batsman LBW Hua:
1 Pathan Dosre Se: Log Hum ko Pagal Samajhty hain,
Yahan to Sab Pagal Hain,
Lagi Batsman ko hai Aur Cheekh Bowler Raha Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa:
Tumhari Car Ka Tyre Kaise Puncture Huwa?
Banta:
Ik Daaru Ki Bottle Iske Neeche Aagayi Thi.
Santa:
Tumhain Bottle Nazar Nahi Aayi?
Banta:
Bottle Us Bande Ki
Jaib Mein Thi
Jo Meri Car Ke Neeche Aaya Tha… ;->
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan & SARDAR Marne ke bad swarg meSARDAR:tu kaise mara?PATHAN:thand se or tu?SARDAR:mujhe laga meri biwi ka kisi se affair hai,Jab ghar gaya to koi nahi thaSharm ke mare 5maine atmahatya ka li.Pathan ne jor se tamacha mara aur bola,sale agar FRIJ khol k dekhtato na tu sharm se marta aur na me thandse.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
HINDU ja raha tha Pathan say takar ho gy
HINDU: Me shama chahata hun
Pathan: Shama ko hum bhi chahta hai lekin Uska baap nahi manta. :(
by Pak101.com (few years ago!)