Life main ek baat hameshan yaad rakhna
Life main ek baat hameshan yaad rakhna
..
..
..
..
k
..
..
..
..
..
cream biscuit main cream hoti hai
lekin
..
..
..
..
..
..
tiger biscuit main tiger nahi hota.,.. :)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 533 views
Similar Jokes
Apne husn par itna guroor na kar
Sab do din ke masti hai
Tera husn bhi tab tak hay kayam
Jab tak fair & lovely sasti hay
by Abdul Sami (few years ago!)
Husband Ke Birthday Par Wife Ne
Puchha – Kya Gift Du?
.
.
.
.
Husband :- Tum Mujhe Pyar Karo,
Izzat Karo Aur Hamesha Mera Kehna
Maano.
Bas Yahi Kaafi Hai.
Wife:- ( Kuchh Der Sochne Ke Baad )
Nahi Nahi Main To GIFT Hi Dungi.
by A. Sami (few years ago!)
Corruption has spread to every corner in Pakistan...
. . . . . . . .
Even my computer says: "some files are corrupted." ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Makhi 1 Ganjay K Sar Pe Jaa Bethi
Dusri Makhi Ne Kaha?
Waah!Kya Ghar Mila Hai Tujhe
Pehli Makhi Boli
Nahi,Abhi To Sirf Plaat Kharida Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa 100 ke note par likha number dial kar raha
tha.
Banta – Ye tum kya kar rahe ho?
Santa – Yar me dekh raha
hu ki Gandhiji to chale gaye par unka mobile kiske
paas
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Customer At Sardar Jee’s Resturant:
Sardar Jee Soup Main Makhi Hai……
Sardar Jee Oye Dil Wadda Kar
Makhi Tera Kinna Soup Pe Jao Ge….!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Machar Ka Bacha Pehli Bar Urha.
Jab Wo Wapis Aya
To Us K Baap Ny Pucha:
Urh K Kaisa Laga?
He Replied: Bohat Maza Ayaa,
Muje Dekh K Har Koi Taaliyan Baja Rha Thaa….
by Pak101.com (few years ago!)
Santa's 60th B'day Banta-Ye Cake Pe bulb kyo lagaya hai?
Santa-60 Candls lagane Me Mushkil ho Rhi thi Isliye 60Watt ka bulb laga diya.
by Pak101.com (few years ago!)
Question: Why do men fart more than women? Answer: Because women won’t shut up long enough to build up pressure.
by inayat khan (few years ago!)
Driver: Car sheshay ki bottle pr char
Gae ur Punture ho gae
Major Rohail: Tume sheshay ki bottle
Nazar nhi aai?
Driver: Sab bottle ek admi ki jaib main thi
by Abdul Hannan (few years ago!)