Aakhir Ap Hi Ka Beta He
Ek Admi Apne Bete K Liye Aisa Robot Laya Jo Jhoot Bolne Per THAPPAR Marta Tha,,,
Beta : Papa Aj Me School Nahi Jaun Ga,
Mere Pait Me Dard Hai.
(pataakh)
Baap: Dekha! Tu Ne Jhoot Bola Is Liye Tujhe Saza Miili, Me Jab Tery Jitna Tha
To Kabhi Jhoot Nahi Bolta Tha.
(pataakh)
Wife Hansty Huye: Aakhir Ap Hi Ka […]
by Mazhar Khan (few years ago!) / 957 views
Similar Jokes
I failed my driver’s test.
The guy asked me “what do you do at a red light?”
I said, I don’t know… look around, listen to the radio…
by Pak101.com (few years ago!)
Policeman:” Sab kuch
bata dovarna chaddi
utar
ke marunga..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa:”Sir, Galti maine ki
hai, to Aap kyun apni
chaddi utaroge..???…:P:D
by Mohammad Ali (few years ago!)
LAALU JI EK MAHINA BUSH SE TRENING LEKAR VAPAS AAYE.EK DIN PHONE AAYA.LAALU JI BOLE.
"who are u"
BUSH NE KAHA.
ARE SASURA HUM BOL RAHA HOON BUSHVA?
by Pak101.com (few years ago!)
WIFE-KITCHEN SE. AJI SUNTE HO DEKHO ME AJ KAL BOHAL KHOBSURAT HO RAHI HUN...
HUSBEND-TUMNE KAISE JANA?
WIFE-AJ KAL MERI KHOBSURTI DEKH KER ROTI BHI JALNE LAGI HAI.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Party me sab log ulti kar rahe the..
Banta: Sab ko kya Hua?
Santa: Maine Ulti ki thi,
In Logo ko Bura Laga, To Maine Wapas Pee lee
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Singh: What is the full form of singh?
Banta Singh: S-santa I-insaan N-nahi G-gadha H-
hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Petrol ke rate badhne par Santa bola: “Menu koi farak nahin penda. Pehle bhi 100 ka bharwata tha ab bhi 100 ka bharwata hoon.”
by Pak101.com (few years ago!)
1980 girls:maan me jeans pehanun gi.
Maan:nai beti log kia kahen ge
2014 girls:maan me mini skirt pehanun gi
maan:pehan le beti kuch to pehan le.
by Sabir shah (few years ago!)
Dr.-Aapki Biwi Ab Sirf 2 Dino Ki Mehman Hai, I Am So Sorry!
Santa- Sorry Ki Koi Baat Nahi Hai Dr. Saab, Jab 20 Saal Nikal Gaye to 2 Din Bhi Nikal Hi Jayenge..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa pi kr Scoter pe 1 Arthi Se takra Gya,
dead body gir Gyi Log Sante ko Pitne lage,
SANTA- Jo Gir gaya Usse To Punch lo Jyada Chont to nhi lagi.
by Pak101.com (few years ago!)