Khwab Me Kal Ksi Se Larayi Hogai Thi
Pathan:
Meri Khwab Me Kal Ksi Se Larayi Hogai Thi Aaj Me Nahi Soun Ga
Friend:
Larayi Kal Hoyi
To Aaj Q Nahi Soye Ga?
Pathan: Aaj Wo Banday Lekar Aaye Ga.
by Pak101.com (few years ago!) / 879 views
Similar Jokes
Wife: Aaj Prty Kyu De Rhe Ho?
Srdar:Kal Mera Scooter Kho Gaya
Bhagwan Ka Sukr Hai Ki Me Us
Par Nahi Baitha Tha
Varna Me Bhi
by Pak101.com (few years ago!)
Sab Kehte Hai Dunia Me
Maa-Bap Se Badkar Koi
Nhi
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Isliye
.
.
.
.
.
Jaldi Se Shadi Karlo
or
Maa-Baap Ban Jao
Rishta Whi,
Soch Nyi.:-P;-):-D
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari:Kuch Khana Dedo
Admi:Tamatar Khao
Bhikari:Roti Dedo
Admi:Tamater Khao
Bhikari:Tamater Hi Q?
Wife:Ye Totla Hy Keh Rha Hy
Kama-Kar-Khao
by Pak101.com (few years ago!)
Autowala: Sab 30 rupiya hua.
Santa: Ye le 15 rupe.
Autowala: Ye to beymani hai
Santa: Abe beymani kasi, tu b to baet k aya hai, adha tu de.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Mairy khayal mai hamari baiti ko kesi se pyar hogia hai
Husband: Tumhe kaisy pata chala?
.
Wife: Kionky wo kuch dino se Easy Load ke lie paisy nahi mang rahi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Cat:hw old r u?
Elpnt:5 yrs.
Cat: U luk big.
Elpnt: i m a COMPLAN BOY
cat: i m 20yrs
Elpnt: But u luk small
Cat: PONDS MIRACLE,
BADHTI UMAR MANO THAM SI JAYE...
by Pak101.com (few years ago!)
Santa bante se:- meri bakri ne anda(egg) dia hai.
Banta:- bakri anda kaise de sakti hai.
Santa:- abe gadhe, maine apni murgi ka naam bakri rakha hai. :)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tacher:chahe nusan de hai ya faida mand?
Student:agr free mil jae to faidamand aur agr pilani pare to bahut nusan de hai.
by Ramzankhan (few years ago!)
Pathan (Nurse se): Kia Doctor sahib ne abhi tak neend ki goli nahi bhaiji?
Nurse: Nahii
.
Pathan: Usay kaho jaldi karo, mujhe neend arahi hai, mai goliyon ke lie owr nahi jaag sakta
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik dafa 1 Pathan cycle par gungunathe jaa raha tha ,Raasthay may us nay 1 Punjabi aurath ko cycle se maar diya.
Aurath : Andhay ho kia break nahin maar sakthay?
Pathan : Poora cycle maar diya ab break maarnay se kiya fayedaa.
by Abdul Basit (few years ago!)