1 over main kitni ball
Rancho : "1 Over me kitni Ball Fenki jati hai??"
Virus : "6 Balls"
Rancho : "Galat Jawab, 1 Over me 1 hi Ball 6 times
fanki jati hai."
Think Differnt.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1072 views
Similar Jokes
Sardarni: Puttar tujhe Lahore jane mein aik din laga aur wapsi mein 3 din,
Woh bhi new car se?
Sardar: Maa ye car banane wale bhi pagal hein,
Jane ke liye 5 Gear aur aney ke liye sirf aik reverse Gear.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar : Aba G !!
Mein Apni BV Nu Sms Kita K Raati Awaaga……
Men Kaaar Gayaaa Te O Kisy Hor Naal Suti Di C ….
Hun Men Onu Talaq Deni We….
Aba G : Chal Chadd Puttar , Kee Pata Onu SMS Naaaa Milyaa Howe
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Bar Santa USA Gaya
Waha Church me Gaya to Achank
Waha aawaz i TANN
Ittefaq se Lyt b Chali Gayi
Santa Dar kar Bola
Oye Bhago Undertaker aa gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar bought a new mobile.
He called everyone from his Phone
Book & said "My Mobile No. has
changed.
Earlier it was Nokia 3310 Now it is 6610"
by Pak101.com (few years ago!)
DR. k Clinic k age lambi line lagi thi,
1 aadmi bar-bar line me ghusta tha,
log use piche kr dete the,
Aadmi bola- Lage raho salo, mai bhi clinic nahi
kholunga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek chor amir aadmi ke ghar mein chori karne gaya.
Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi
hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan
dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm
baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se
vishwas uth gaya hai!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: "I killed a person" convert this sentence into future tense.
Student: The future tense is "You will go to jail".
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gadhon Ki Race!....
10..
9..
8..
7..
6..
5..
4..
3..
2..
1..
Fire!..
aray Bhago sms bad main prhna..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher Santa Se Class Mein Ek Question Poochti Hai.
Teacher To Santa: “Dahi Ki English Batao?”
Santa Sochne Ke Baad: “Milk Sleeping In The Night And Subha Subha Tight“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:yar tune jis ladki ko naadi me dubne se bachaya tha usne fasi laga li hai.
Banta:pagal hai kya use toh maine sukhne k liye tang diya tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)