Heart fail
Modern world-Ek aadmi ka Ye Sun Kar Heart fail
Ho Gaya Jab uski Kaam Waali Baai Ne Kaha, Sahab!
Orkut Pe Mujhe Bhi Add
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 925 views
Similar Jokes
SaaS: beti Aj se tumhara ghr yhi hy
Aj se tum mjhe MAA or sasur ko ABU kahogi.
Sham ko uska husband ghr aya to boli
.
.
.
.
.
.
Maa
BHAIYA aa gay.:-O
by Pak101.com (few years ago!)
Gabber sInGH nE jab JaNam LiYe To UsKi Maa usKo mAar rAHI Thi...
Nurse:Q MaR rHi ho??
mAA boLi: kamina jb se Paida HwA Hy, ake hI Baat Puch rHa He..??
.
.
... .
.
.
Wo kitnay Admin thay...
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Choha Sharab k Glass me doob gya.
Wahan se billi guzar rhi thi.
Choha bola:-Mhje nikal do plz bhaly tm baad mein
mujy kha lena’
Bili ne glass gira dia.
Choha baag gaya.
Bili:Dhoka dia,Jhot bola,
Apny wady sy mukar gay tm’
Chohay ne muskurate hue kaha :-
Jan us waqt me nshy me tha..
by haleema sadia (few years ago!)
Zardari ko juta nhi laga tu kya hua "Faraz"
Akhir Jutay ki bhi koi self respect hy....!
by Raju (few years ago!)
Ek lady apne boyfriend ke sath ghum rahi thi ke itne me uska husband aa gaya or bf ko marne laga
Lady- Maar gadhe ko, apni biwi ko to gumata nahi dusron ki biwi ghumane le aate hai.
( itne me bf ko josh aaya or wo hsbnd ko marne laga )
lady- maar sale ko, na khud ghumane le jata hai na kisi or ko ghumane deta hai. :)
by Raju (few years ago!)
Maths Sir: What is a 'line'?
.
.
.
.
.
.
.
A Genius Answer:
A line is a dot, going for a walk..
by Pak101.com (few years ago!)
4 pathano ne mil kr petrol pump khola
1 b custmer nhe aya
Q?
Petrol pump 2nd floor pr tha
Phir 4ron ne usi floor pe resturent khola
1 b custmr nhe aya
Q?
Petrol pump ka board nhe htaya
!
Phir 4ron ne 1 taxi li
1 b swari nhe mili
Q?
2pathan aage or 2 pechy beth kr swari dhund rahy thy
Taxi kharab ho gai
4ron ny khub dhaka lgaya
!
Mgr taxi wahi ki wahi khari rahi
Q?
2pechy sy or 2 aagy sy dahka lga rahy thy
Geo pathan
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Father: Beta paper mai 80 % marks lainy hain
Son: Don't worry dad, 100 % lunga
Father: Stupid ! mairy sath mazaq karta hai
Son: Dad pehly mazaq kis ne Shuro kia tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
American: Hamare yahan shaadi e-mail se bhi hoti hai.
Laloo: Kamal hai hamare yahan to shaadi sirf female se hoti hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Circuit apun ko 1 Nurse se Pyar ho gayela hai,
luv Letter me kya Likhu
Circuit
Simple Bhai,Likhne ka
DEAR SISTER
I LOV U
MUNNA BHAI
by Pak101.com (few years ago!)