Hazaroon sal pehle
Q:Wo Konsi ek Baat hai jo Hazaroon Saal Pehle bhi
Students kehte the,Aj b Kehte hen Or Qayamat
tak Kahngay?
Ans:Bus Kal se Parhai Start.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 551 views
Similar Jokes
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi ki Ammi ke CNIC per Bevah Likh Diya Gaya:
Woh Admi Gusse Main Apne Baap K Saath Nadra ke Office Gaya.
Aur Pathan Manager ko Bola Isay Sahi Kar K Do.
Pathan Manager ne Pistol Nikali Or uske Baap ko Maar Diya.
Aur Bola Ye Lo Sahi Ho Gaya.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
How can a Santa kill a Lion?
Santa thinks & thinks hard... & comes to a conclusion:
"I'll drink Poison... and let the Lion eat me."
by Pak101.com (few years ago!)
Baap:apni likhai khush khat karo.
Beta:mujhe is ki kia zaroorat hai me bara ho k docter banun ga.
by Sabir shah (few years ago!)
Kal rat mere dost k Dadaji Uske
spne me aye or kaha "Baccho dil
khol k paap kro.
Q ki nark me
bilkul Jgah nhi hai. Hm khud
diwaro pe baithe hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Preeto,
why do u luv a rose tht dies in a day,
but
don't luv me who dies for u everyday
Preeto:Haye ve Santeya!
Haye main marja!!
Kutteya,enni angreji=D
by Pak101.com (few years ago!)
Ek dehaati bhaga bhaga angrez tourist key paas pohancha or bola, “Meri bhens bhaag gyee hey, aap ney to nahi dekhi?”
Agnrez: O I See… Dehati: Aai si tey phari kyun nahi?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar: mere dada ny 1857 ki jang main dushman ki tangain kat dee thin.
Dost:
Grdnain q nai katin
Srdar:
Wo pehly he kti pari thi…
by Pak101.com (few years ago!)
During The Match Batsman LBW Hua..
SANTA:
Log HumE Pagal Samajhte Hain..
Yaha To Sab Pagal Hain..
Lagi Batsman Ko Hai Aur Bowler Cheekh Raha hai..
by Pak101.com (few years ago!)
4 Pathaan Train Kay Pichaye Bhag Rahe Thay
2 Charh Gay
To Train Ma Logo Ny Kaha
Weldone
Pathaan: Khaaak Well Done?
Jana To Unho Ny Tha
Ham Toh Chornay Aye Thay.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)