Pathan
5 Phatan Mil kAr Minar-e-PAKistaN ko dHika lAga rEhay tHay,
eK adMi nE pOcha kYa kAr rEhay ho ?
PHaTaNoN nE kAha :
Hamare Ustad ne kaha hAi k Pakistan kO le kaR Agy bHaRo . ;-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 767 views
Similar Jokes
No-Jawan Nasal ke Liye
Kuch Ehem Advises:
1. Khud ko Mobile main
Itna na Mashghool Rakho k;
Samnay se koi Larki guzar jaye
Aur Tumhain Pata bhi na chalay.
2. Bike Chalatay huay
kabhi ye Mat Socho k ye Jahaz hai,
Balkay ye Samjho k ye to Rocket hai.
3. Koshish karo ke
Apnay Hum-Umron se Bad-Zabani na
karo,
Direct Sir Phaar do..
4. Taaleem har kisi ka Haq hai,
Zyada Parh k kisi ka Haq na Maro..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher: Hero Bhadur Hota Hai, Heroin Khubsurat Hoti Hai, Tum Kia Banna Chahtey Ho? Bhadur Ya Khubsurat? Student: Dono, Yani . . . "Heroinchi"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, lao chabi tala main khol deta hoon
Aur phir sharabee ne kaha, Tala toh main hi kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: 3 girls are walking in the road. Turn the sentence in to exclamitory.
student: WOW!
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki ek aisi paheli hai, kabhi teri to kabhi meri saheli hai.
Kharcha karo to bole ‘Darling,how ru?’
Na karo to bole ‘Brother,who ru?’
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: "Tum GOA ja rahe ho to
mujhe apne sath kyu nahi le
jate?"
.
.
.
Husband: "Are pagli, Koi
Restaurant jata hai to Tiffin
sath le jata hai kya.?
by Pak101.com (few years ago!)
Chor ki biwi ne kaha: "ghar me raashan khatam ho gaya ha."
Chor ghussay say bola:
.
.
"Lay aaonga, pehlay dukaane tO band hone do.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Bar Santa USA Gaya
Waha Church me Gaya to Achank Waha aawaz i TANN
Ittefaq se Lyt b Chali Gayi
Santa Dar kar Bola
Oye Bhago Undertaker aa gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Ek Ladka Ek Haweli Ke Aage Se Gujar Raha Thha,
To Usse Uss Haweli Ke Bahar Ek
Pathan Mila, Ussne Usse Kaha.
Ladka: “Mene Suna Hai Iss Haveli Mein Jin Bhoot Aur Aatmya Rehti Hai”
Pathan: “Rahti Hongi, Mujhe To Khud Mare Hue 8 Saal Ho Gaye Hai”
Moral: Pathano Ko Marne Ke Baad Bhi Akal Nahi Aati.
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Mujhe phone per dhamkiya mill rahi hai.
Police: Kaun hai woh jo aapko dhamkiya de raha hai?
Customer: Telephone wale bolte hai ke, “Bill nahi bharoge toh kaat denge.”
by Pak101.com (few years ago!)