Hamara dil
Apna mobile uthao, hamara dil apko kuch batana
chahta hai..
Choro mobile wapas rakh do
Irada change ho gaya.
Phir kabhi...
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 605 views
Similar Jokes
Golu, Molu se : aaj meri bakri ne pehla anda diya hai! Molu : bakri kaise anda de sakti hai? Golu : arre yaar maine apni murgi ka naam bakri akha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Agr Khubsurat h0na jurm hy to
.
,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Han han han han han
Me mujrim hu. :) :) :) :) :) :p.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kareena ko ladka hua ekdam kala
Saif bola tu gori main gora ladka kaise kala
Kareena boli tu hot main hot jal gaya saala
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher-Bacho kasam lo ki daru, cigrate or ladkiyo se dur rahoge or desh ke liye jaan bhi doge.
Boys-De denge! Saali aisi zindagi ka karenge bhi kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Dating process: 6 weeks : I love U, I love U, I love U. 6 months : Of course I love U. 6 years : GOD, if I didn't love U, then why the hell did I propose?
by khalid hussain (few years ago!)
1 Banda Bus me 1 Molvi ko daikh kr darty darty pochta hai.
“Movi sab,
Ap
?
?
?
?
?
?
Dam Darood waalay Molvi ho , ya bomb BArood walalay.. ?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to pathan:
batao Pakistan ka jhanda sub se pehle kahan lehraya gya?
Pathan boht dair sochnay k bad bola:
Hawa mei
by Zia Rasool (few years ago!)
Sardar ke sir se khoon nikal raha tha..
Doctor: Ye kaise hua ?
Sardar: Mai hathon se Pathar tod raha tha,to kisi ne kaha "Paaji kabhi to Dimaag istemaal kiya karo."
by Pak101.com (few years ago!)
Vaibhav- baba, kya aapko pata hai, aapke ashram me ladke aur ladkiya kya kar rahe hai?
Mani baba- mereko kya?
Vaibhav- lekin ye aashram aapka hai!
Baba Mani- toh phir tereko kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Son: Aj accident hua, uff marte marte bach gya,
Dad: Tumhari he galti ho gi,
Maa: mera beta, thek to hai na tu?
Sis: bhai koi chot to nahi ayi?
Bro: yaar dihayan se chalaya kar,
Lover: Tume mera zara bhi khayal nahi?
Frnd O shit, biryani khate khate reh gye
by Pak101.com (few years ago!)